Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bewafaai

Shukriya Shukriya Dard Jo Tumne Diya Lyrics

Bewafaai- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Shukriya Shukriya Dard Jo Tumne Diya from movie Bewafaai

  

Lyrics

    • Movie Name : Bewafaai
    • Director(s) : Nikhil-Vinay
    • Singer(s) : Agam Kumar Nigam
    • Lyricist(s) : 

    shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)
    yeh khata humse huyee dil jo bas tumko diya
    naa koye shikwa gila tumse oh bewafa - (2)
    pyar toh tahi nahee pyar jo tumne kiya
    shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)

    ro bhee naa pawo abb toh tanha rato me
    aansu bhee naa chhoda tumne aankho me
    jakhma diya hai aisa bhul naa pawo tujhe
    mar jaunga mai toh teree yad me

    shukriya shukriya jakhma jo tumne diya - (2)
    yeh khata humse huyee dil jo bas tumko diya

    shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)

    apna kehke jabsa tumne luta hai
    kya mai bolo yeh dil kitna tuta hai
    tuta dil kaa har tukra yeh kehta hai
    pyar naa karna pyar toh bas ek doka hai

    shukriya shukriya dil jo tore diya - (2)
    yeh khata humse huyee dil jo bas tumko diya
    naa koye shikwa gila tumse oh bewafa - (2)
    pyar toh tahi nahee pyar jo tumne kiya
    shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)

    Related Lyrics