Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Pehla Nasha

Tu Hai Haseena Main Hoon Deewaana Lyrics

Pehla Nasha- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tu Hai Haseena Main Hoon Deewaana from movie Pehla Nasha

  

Lyrics

    • Movie Name : Pehla Nasha
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : 
    • Lyricist(s) : 

    hello
    (tu hai haseena main hoon deewaana, o jaanejaana yeh toh bataana
    aisi akeli raaton mein mujhe nind na aaye kya karun) - (2)
    main haseena tu deewaana, dono ka hai bas yahin fasaana
    aisi akeli raaton mein mujhe chain na aaye kya karun
    tu hai haseena main hoon deewaana, o jaanejaana yeh toh bataana
    aisi akeli raaton mein mujhe nind na aaye kya karun
    aa aa aa aa o ho.....

    das gayi meri jaan ko aaj yeh tanhaayiyaan
    hey hey hey hey hey...
    paas aa dur dur se tuna le angdaayiyaan
    (aaja muhabbat ki baatein karenge
    lambi lambi mulaakaatein karenge) - (2)
    yuun hi hum jiyenge, yuun hi hum marenge
    hello
    tu hai haseena main hoon deewaana, o jaanejaana yeh toh bataana
    aisi akeli raaton mein mujhe nind na aaye kya karun
    main haseena tu deewaana, dono ka hai bas yahin fasaana
    aisi akeli raaton mein mujhe chain na aaye kya karun
    hay tu hai haseena main hoon deewaana, o jaanejaana yeh toh bataana
    aisi akeli raaton mein mujhe nind na aaye kya karun
    aa aa aa aa... aa ha ha ha....

    aa tere ang ang pe haan likh du apana naam main
    hey hey hey hey hey....
    o o mere roop rang ko kar de aaj badnaam tu
    (tu khubsurat hai main naujawaan hoon
    tu aag hai toh main tera dhuwaan hoon) - (2)
    tu kahaan main kahaan, tu jahaan main wahaan

    hello
    main haseena tu deewaana, dono ka hai bas yahin fasaana
    aisi akeli raaton mein mujhe chain na aaye kya karun
    tu hai haseena main hoon deewaana, o jaanejaana yeh toh bataana
    aisi akeli raaton mein mujhe nind na aaye kya karun
    main haseena tu deewaana, dono ka hai bas yahin fasaana
    aisi akeli raaton mein mujhe chain na aaye kya karun
    hey ey ey ey aa aa a a o ho o ho ho...

    Related Lyrics