O Jaanemann, Bahot Huwa Kat Katake Jina Lyrics

Tum Milo To Sahi- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song O Jaanemann, Bahot Huwa Kat Katake Jina from movie Tum Milo To Sahi

  

Lyrics

  • Tum Milo To Sahi
  • Movie Name : Tum Milo To Sahi
  • Director(s) : Sandesh Shandilya
  • Singer(s) : Raghav Sachar
  • Lyricist(s) : 

bahot huwa kat katake jina, bahot huyi naaraaji
aisa kyun main keh du tumase, ho jaao tum raaji
maana main hi saara galat hoon, tumako ho bilkul sahi
tumane tum milo to sahi o o o.... - (2)

(haay bekaraar hum haay bekaraar tum - (2)
bekaraari mein hai saara aalam
o jaanemann, o jaanemann, o jaanemann, o jaanemann....) - (2)

tera asar hai iss kadar dekhu kabhi jo aaina
meri jagah tujhase mera ho jaata hai abb saamana
mere jine mein -2 aane lagi teri ada
o jaanemann, o jaanemann
haay bekaraar hum haay bekaraar tum - (2)
bekaraari mein hai saara aalam
o jaanemann, o jaanemann, o jaanemann, o jaanemann....

Related Lyrics