Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Roja

Yeh Hasin Vaadiya Yeh Khula Aasmaan Lyrics

Roja- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yeh Hasin Vaadiya Yeh Khula Aasmaan from movie Roja

  

Lyrics

    • Movie Name : Roja
    • Director(s) : A R Rahman
    • Singer(s) : S P Balasubramaniam,Chitra
    • Lyricist(s) : 

    yeh hasin vaadiya yeh khula aasmaan
    aa gaye ham kaha ay mere sajana
    inn bahaaro me dil kee kalee khil gayee
    mujhako tum jo mile har khushee mil gayee

    tere hontho pe hain husn kee bijliya
    tere gaalo pe hain julf kee badaliya
    tere baalo kee khushabu se mehke chaman
    sangmarmar ke jaisa yeh teraa badan

    meree jaanejaan yeh hai teree chaandanee
    chhed do tum aaj koyee pyaar kee raaginee
    yeh hasin vaadiya yeh khula aasmaan
    aa gaye ham kahan ay mere sajana

    yeh bandhan hai pyaar kaa dekho tute naa sajanee
    yeh janmo kaa saath hai dekho chhute naa sajana
    tere aanchal kee chhaanv ke tale meree manjil mujhe mil gayee
    teree palakho kee chaanv ke tale mohabat mujhe mil gayee

    yeh hasin vaadiya yeh khula aasmaan
    aa gaye ham kahaan ay mere sajana
    inn bahaaro me dil kee kalee khil gayee
    mujhako tum jo mile har khushee mil gayee
    yeh hasin vaadiya yeh khula aasmaan
    aa gaye ham kahaan ay mere sajana

    jee karta hai sajana dil me tumko bitha lu
    aa mastee kee raat me apana tumko bana lu
    uthane lage hain tufaan kya mir sine me ay sanam
    tumhe chaahunga dilo jaan se meree jaanejan teree kasam

    yeh hasin vaadiya yeh khula aasmaan
    aa gaye ham kahan ay mere sajana
    inn bahaaro me dil kee kali khil gayee
    mujhako tum jo mile har khushee mil gayee

    meree jaanejaan yeh hai teree chaandanee
    chhed do tum aaj koyee pyaar kee raaginee
    (yeh hasin vaadiya yeh khula aasmaan
    aa gaye ham kahaan ay mere sajana) - (2)

    Related Lyrics