Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kundan

Jahan Wale Hame Duneeya Me Lyrics

Kundan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jahan Wale Hame Duneeya Me from movie Kundan

  

Lyrics

    • Movie Name : Kundan
    • Director(s) : Ghulam Mohammed
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    jahan wale hame duneeya me, kyon paida kiya tune - (2)
    garibee de ke aankhe pher lee, yeh kya kiya tune
    jahan wale.......

    mujhe shikawa nahee, tune mita dee jindagee meree - (2)
    karam se tere takaratee, kaha tak mufalisee meree
    mere dil kee ummide tod dee, achchha kiya tune
    jahan wale.......

    hame kya ham toh mar mar kar, jiye hain aur jee lenge - (2)
    hamesha kun ke aansu, piye hain aur pee lenge
    jamane me kud apne nam ko, rusawa kiya tune

    jahan wale hame duneeya me, kyon paida kiya tune
    jahan wale.......

    Related Lyrics