Allah Karein..... Lyrics

Ahista Ahista- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Allah Karein..... from movie Ahista Ahista

  

Lyrics

  • Ahista Ahista
  • Movie Name : Ahista Ahista
  • Director(s) : 
  • Singer(s) : Himesh Reshamiya
  • Lyricist(s) : 

(jab tak yeh khudaayi rahein, tere dil pe mera naam rahein
allah karein, allah karein, allah karein, allah..... - 2) - 2

tera hi aalam hai, tera hi manzar hai, tera hi mausam hai raat din
gehraayiyo mein mere dil ki jaane jaan, koyi nahi hain abb tere bin
har lamha tujhko hi diya hai, tumne kya mujhko kar diya hai
jab tak yeh khudaayi rahein, tere dil pe mera naam rahein
allah karein, allah karein, allah karein, allah.....

meri jawaani ka teri kahaani ka, koyi na koyi hai waasta
tera thikaana hu tera fasaana hu, manzil ka teri main raasta
tujhpe hai mera bas mera hak, tu hi hai jaana dil ki raunak
(jab tak yeh khudaayi rahein, tere dil pe mera naam rahein
allah karein, allah karein, allah karein, allah..... - 2) - 2

Related Lyrics