Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Maan

Ek Toh Sharab Kam Lyrics

Maan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ek Toh Sharab Kam from movie Maan

  

Lyrics

    • Movie Name : Maan
    • Director(s) : Anu Malik
    • Singer(s) : Pankaj Udhas
    • Lyricist(s) : 

    kuch bhi nahin tha lekin tera sahaara tha
    jo kuch bhi tha voh sab kuch,
    voh sab kuch luta hua hai, luta hua hai

    ek toh sharab kam
    aur paimaana toota hua hai
    ek toh sharab kam
    aur paimaana toota hua hai
    chehra pe zakam toh delh kitne
    us pe aina toota hua hai, toota hua hai,
    toota hua hai, toota hua hai

    ek hi mili zindagi
    kis kiski karoo mein bandagi
    ek hi mili zindagi
    kis kiski karoo mein bandagi
    khuda ko mana liya hai aur
    sanam roota hua hai, roota hua hai,
    roota hua hai, roota hua hai

    chaahe laakh bana tu aashiq gairo ko magar
    chaahe laakh bana tu aashiq gairo ko magar
    tera hont mere hont se mere hont se
    jhuta hua hai, jhuta hua hai
    jhuta hua hai, jhuta hua hai

    Related Lyrics