Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kunwara

Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Lyrics

Kunwara- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja from movie Kunwara

  

Lyrics

    • Movie Name : Kunwara
    • Director(s) : Aadesh Shrivastava
    • Singer(s) : Sonu Nigam,Alka Yagnik
    • Lyricist(s) : 

    meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja - (2)
    ikraar kar mujhe pyaar kar, maan kehna mera
    tararam tararam tara tararam tararam - (2)

    chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de -(2)
    ikraar kar na pyaar kar, maan kehna mera
    tararam tararam tara tararam tararam - (2)

    tujhe chhedane mein aata hai mujhe bada hi maja - (2)
    maja yeh kahin ban na jaaye raaja tumhaari saja
    yun matak matak ke chal na, aise rang badal na
    na haath tere aayungi, mujhe dekh ke aise jal na
    iss rang se iss roop se tune loota mujhe
    tararam tararam tara tararam tararam - (2)
    chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de
    ikraar kar na pyaar kar, maan kehna mera
    tararam tararam tara tararam tararam - (2)

    saari umar na bhulega main karungi aisa haal - (2)
    mera yeh dil kehta hai mein chhu lu gulaabi gaal
    gul karungi teri batti na dikha pyaar ki patti
    takraar kare kyun aise, chal kar le mujhase patti
    ja dur ja na paas aa yun na baatein bana na na na
    tararam tararam tara tararam tararam - (2)
    meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja - (2)
    ikraar kar mujhe pyaar kar, maan kehna mera
    tararam tararam tara tararam tararam - (2)

    Related Lyrics