Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1101 - 1110 of 3592, Page 111 of 360 pages.


Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya,
Har Ek Kaam Hum Ne Uperwale Pe Chor Diya,
Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta,
Usi Ka Kam Tha Usi Ki Marzi Pe Chor Diya,
Us Se Baat Bhi Karte To Kis Tarhan Karte,
Yeh Sawal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya,
Iss Liye To Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko,
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya,
Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe,
Chirag Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya.

 0 People liked it
0 Ratings


Pyaar ka nazara hay
Samaan pyara pyara hay
jhuum rahi hay yeh fizaa
Sath tumara hay
Bahoon ka sahara hay
Kyun na phir gaye mera jiya
Do dil hain aik dharkan
Do saaz ek sadaaa
Tum meri zindagi ho.

 0 People liked it
0 Ratings


Aap aatey hain to milney se khushi hoti hai
Haey kya cheez mohabbat ki ghadi hoti hai
Dil jo duniyan se utha to mila khud ka pata
Bekhudi may bhi nehan rasm-e-khudi hoti hai
Manzil-e-ishq ki asaaniyan ALLAH ALLAH
Sahel samjho jisey dushwaar wohi hoti hai
Main jo hansta hoon to koi nahi hansne wala
Aur rota hoon to duniyan ko khushi hoti hai
Ihsq may hosh udey jab to samajh may aaaya
Zamin-e-hosh yehi bekhabri hoti hai
Lakh dil us se lagao bhi to hota kya hai?
Dost kis ki bhala duniya-e-dani hoti hai
Ham ko shamsheer-o-silasil se darane walo!
Kahin aese bhi mohabbat may kami hoti hai?
Kya mazey aate hain phir sham-e-tamanna serwer
Main idhar aur udhar ashifta sari hoti hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Apni muhabbat ko parwan na chadhao
Jitne waqt main tum
Apni muhabbat ko
Parwan chadhaoge
Utni der main tum
Bahut sari manjil tay karoge
Apne ghar ki buniyad main lagi
eito ko durust karoge
Jitni der main tum
Apni mahbuba ki lato ko sawaroge
Utni der main tum
Ghar ke gamlo main
Lage phoolo ko sichoge
Jitni der main tum apni mahbuba ke
Netro ke jhil main khud ko dubaoge
Utni der main tum
Aaine main apna chehra dekhoge
Shaidai ki chahat ko
Bas Shaidai ki chahat hi rahne do ‘Dost’
Warna jindgi tumhare hantho se fisalkar
Mahbuba ke pairo ki dhul ban jayegi..

 0 People liked it
0 Ratings


Ek Din Tuzse Roothkar Dekhna hai
Tere Manane ka Andaz Dekhnahai
abhi to do pal hi sath chale hai
kab tak sath Chaloge Wo Ehsaas Dekhna hai

 0 People liked it
0 Ratings


Dil-e-nadan tha jo tumse pyaar kar baitha,
Khuli aankhon se tera khwab dekha,
Chand ko apni takdeer samaj,
Ae bewafa, aasman ko choone chala..
Kaante hi na hote rahon mein kabhi,
Un nazook ko phool kaun kehta,
Mushkile na hoti zindagi mein kabhi,
Us insaan ko sikandar kaun kehta..
Pyaar karne wale darte nahi,
Darnewale pyaar karte nahi,
Hote nahi hausle buland jinke,
Maidan-e-jung ladaa karte nahi..

 0 People liked it
0 Ratings


Tamana thi sath roshan krenge aangn
Krege dono LAXMI G ko phool arpn
Par Diye,patakhe sab hue ranghin
Kaise mnaye DIWALI,bin apke sab gamgin

 0 People liked it
0 Ratings


Teri mohabat me mein khuda k sajde karta raha
tujhe paya nai par na kho du kahin isliye bas darta raha
tu na mili par is baat ka gam nai hai mujhe
gam ye hai ki tujhe pane ki khawahish aur koshish hardam karta raha!!!.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1101 - 1110 of 3592, Page 111 of 360 pages.