Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1141 - 1150 of 3592, Page 115 of 360 pages.


Koe Diwana kahta hay,Koe pagl samzta hay
Magar darti ki becheni ko sirf Baadl samzta hay,
Tu muzse dur kesee ho, me tuzse dur kesa hu ,
Ye tera  dil samzta hay, yaa Mera Dil  Samzta hay ,
Mohabat 1 ehasaaso ki Paawan  see kahani hay ,
kabhi kabiraa diwanaa tha,kabhi meera diwani hay ,
Smundar peer sa andar hay, Lekin ro nahi sakta,
Ye aasu pyar ke Moti hay enko kho nahi sakta,
Meree chaahat ko tu aapna bana lenaa magear sunle,
Jo meraa ho nahi paaya, wo kisee ka ho nahi sakta
viku Garana mera naam

 0 People liked it
0 Ratings


aarz kiya hai janaab.. samat farmaiyega jara.
wo raunaq wo sahibe ada apke ke siwa hai hi kaha
ye jahan na wo jahan dekhu to nazre teri hai kaha.
na wada koi na shikwa gila aur na koi dhoke waham.
na farma tu kuch ki sunna nahi mujhe shab me yaha
na dehshat ke wadia hai na marne hai koi darr
ki jindagi bhi ab abe rawa hai na koi hai gharr.
wo fursat ke pal they ye gam ke aaj kal hai
firta hu ki jindagi hai bas yu hi darr badarr..

 0 People liked it
0 Ratings


Mujhe jid hai tumhe pane ki
Tumhe jid hai mujhe mitane ki
Khuda teri khwahisho ko mukammal kare
Saja mili mujhe, tumse dil lagane ki
Aarzoo madhosh kyon na ho teri bewafai se
Kya jarurat thi mere dil ko aajmane ki
Lahar ki justju main bhawar se ulajh gaye ham
Teri to khwahish thi mere dub jane ki
Rangat gulabo ki hum teri waste chura late
Teri chahat thi mujhe kanto se uljhane ki
Hasrat thi mujhe bhi aasman ko chhoo lene ki
Bewafa ne soch rakhi thi pahle se mujhe girane ki
Khwahisho ka samudar ab bhi hai mere andar
Ab himmat hi kaha rah gayi tumhe bulane ki
Ab gujregi jindgi atit se bahut dur apni
Tumne soch kaise liya mujhe rulane ki
Kyon na nayi aur se jindgi ki shuruaat kare
Sochta hoon uss bewafa ko bhool jane ki..

 0 People liked it
0 Ratings

Kahna Hai Aaj Tujhse Phir Kisi Se Yeh Kehna Nahin
Rehna Hai Saath Tere Warna Duniya Mein Rehna Nahin
Pyaar Karte Humko Jeena Pyaar Karte Humko Marna
Gham Judaai Ka Humko Sehna Nahin
Duniya Se Darna Nahin Yaar Pyaar Karna Nahin
azrein Chura Ke Sanam Humko Guzarna Nahin

Doobna Hai Saahilon Par Jhumna Hai Manzilon Par
Yunhi Dariyaan Mein Behna Nahin
Kahna Hai Aaj Tujhse Phir Kisi Se Yeh Kehna Nahin
Mausam Ki Angdaaiyaan Dil Ki Yeh Tanhaaiyaan
Aa Pass Aa Hone De Duniya Mein Ruswaaiyaan
Zindagi Ne Phool Baate Chun Liye Hai Hum Ne Kaante
Haar Phoolon Ka Pehnna Nahin
Kahna Hai Aaj Tujhse Phir Kisi Se Yeh Kehna Nahin
Rehna Hai Saath Tere Warna Duniya Mein Rehna Nahin
Pyaar Karte Humko Jeena Pyaar Karte Humko Marna
Gham Judaai Ka Humko Sehna Nahin

 0 People liked it
0 Ratings


Dhalti hui sham ke saath..
Suraj ki Kirane bhi usse alvida kehti hai..
Waise hi Ugti hui shubha ke sath .
Chand ki chandni bhi usse alvida kehti hai..
Khush naseeb hai yeh dono ki rozana kuch waqt ke liye hi sahi,
unki mohhabat unke saath hoti.
Aur ek or mai hoon jo ek lamha pane ke liye
aaj bhi rozanaa uske intezar mai hoon.

 0 People liked it
0 Ratings


Milke Tanhai Se Roti Thi Ab Tu Bhi Naa Sataa
Kehti Thi Neend Se Kuch Pal Keliye Mujhko Sulaa
Yeh Mohabbat Teri Kyun Wafa Banke Khoon Me Behti Hai
Har Kami Teri Saansoun Ko Yahi Kehti Hai
Bhool Jane Wale Zara Yaad Karle Apne Irade
Teri Hi Qatir Humne Choda Tha Saraa Jahan
Tu Mujhe Chod Gaya Todke Saare Waade
Kantoun Se Bhi Tu Hai Kamzor Iss Tarah
Mein Ne Tumhe Samjha Ki Pakke Hain Tere Irade
Agar Hota Mujh Pe Yaqeen Tum Naa Yun Ruth Jaate
Kaash Humari Mohabbat Me Hoti Taqat Toh Yaqeen Karte
Dard Ko Naa Rok Sake Naa Ghamoun Se Bhage

 0 People liked it
0 Ratings


Jise chahna or use paana vo aham hai,
Jise chaaha nahi use pana vo samjota hai,
Jise chaha hai use paane ki eschha rakhana vo ummid hai,
Jise chaha use naa pana takdir hai
Jise hum chahate hai magar vo hamare ho nahi sakta ye
malum hai Phir bhi use paane ki chah rakhana yahi chhahat hai ..
yahi sacchha pyar hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Aaj Kuch Kami Si Hai Tere Bagair
Na Rang Hai Na Roshni Hai Tere Bagair
Waqt Apni Raftar Se Chal Raha Hai
Magar Dhadkan Thami Si Hai Tere Bagair
Na Baarish Hai Na Dhuan Phir BHi
Dil Mein Tapish Si Hai Tere Bagair
Bahot Roka Aansuon Ke Badalon Ko Barasne Se
Phir Bhi Aankhon Mein Nami Si Hai Tere Bagair..
————————

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1141 - 1150 of 3592, Page 115 of 360 pages.