Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1291 - 1300 of 3592, Page 130 of 360 pages.


Har kisi ko apna hum kaha nahi karte,
Jinhe apna kehte hain une bhula nahi karte,
Tume chaha hai aur akhri saans tak chahenge,
Pyar mein kabhi dagga hum kiya nahi karte,
Aakar bass jao mere dil k makaan mein,
Iska kiraya apno se hum liya nahi karte,
Hum rakhenge iss tarah tume apna bana kar,
Nakhuno se maas jaise juda hua nahi karte,
Har roz taza shikayat rehti hai tume humse,
Tumse kabhi shikva gila hum kiya nahi karte,
Tumi meri khawahish aur tumi meri zindgi ho,
Siva tumare koi bhi khawaab hum dekha nahi karte.

 0 People liked it
0 Ratings


Sab say pyaaraa hai pyaar ka rishta,
Jaan say jaan-nisaar ka rishta,
Ham say rishta hazoor woh rakhiye,
Jo galley say hai haar ka rishta,
Arzoo ney teri nibhaayaa hai,
Umar bhar intezaar ka rishta,
Jiss kee tasdeek dil bhi karta hai,
Hai vohi aitbaar ka rishta,
Gull khizaayon mein saath chhod gye,
Gull say achha thaa khaar ka rishta,
Ham jisay dosti samajh baithey,
Thaa faqt karobaar ka rishta..
Dosti Ghazal hai, gungunaane ke liye.
Dosti nagma hai, sunaane ke liye.
Yeh vo jazba hai jo sabko milta nahin,
Kyun ke hausla chaahiye dosti nibhaane ke liye
Ham jisay dosti samajh baithey,
Thaa faqt karobaar ka rishta,
azbaat-e-ishq nakaam na hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhen badnaam na hone denge
Tumse doori ka ehsaas jab satane laga,
Tere saath guzra har lamha yaad aane laga,
Jabbhi tumhe bhulne ki koshish ki,
Ae dost tu dil ke aur paas aane laga….
MERE DOST MARE HUM SAFER
TU KABHI TU MARE SAATH CHAL
TU AJAB TARHAN KA DOST HAI
JO CHALAI BHI SAATH 2 KADAM
MAIN TUJHAY DIL SE DUA BHI DON
NA WAFA KARE NA TU JAFA KARE
AJEEB HAIN TERE MANZILEN
AJEEB HAI TERE BAAM O DUR
TU MARE NAZAR KI TALISH HAI
KATNI DOOR HI PHIR BHI PASS HAI
MAIN CHAYON GA TUJH KO HAR KADAM
MARE DOST MARAI MUTRAM
KABHI KHAAT LIKHON TU JAWAB NA DAI
SARA PYAR DOOR SAI DEKHA BHI DAI
KASE HAI AAI MOHBBATIN
TU .BATA DAI AJ OO MARE SUNAM ?
KABHI ZINDAGI JO WAFA KARE
DOO CHAR PALL TU MILYA KARE
MAIN KHYON TUM HO HUMSFER
TU NAHI NAHI KAHA KARE
TERE AK KUSHI PAR IMRAN
KARON MAIN JAN BHI KURBAN
KABHI AAI WO DIN AAI SUNAM
MARE DOST MARE MUTRAM.

 0 People liked it
0 Ratings


Mujhe sulane ki khatir jab raat aati hai,
Mein so nahi pata raat so jati hai,
Puchne per dil se aawaz aati hai,
Aaj yaad karlo raat toh roz aati hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Wafa Me Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
Woh Sach KaheNaKahe Aetabar Karna Hai.
Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,
Mujhe Tau Khair Tera Intezaar Krna Hai.
Khwabo main ayenge SMS ki tarah.
Dil main bas jayenge ring tone ki tarah,
ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah,
sirf tum busy na hona network ki tarah.
Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna
Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna.
Yeh Bhi Likhna K Mere Hont Hansi Ko Tarse,
Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.
Dard se dosti ho gayi yaaron,
Zindagi bedard ho gayi yaaron.
Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
Door tak roshni to ho gayi yaaron..
Dilo ko khridne wale hazar mil jayege,
aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege,
milega na aapko hm jesa koi,
milne ko to dost beshumar mil jayege.
Susti bhare jism ko jagate kyo nahi,
uth kar sabke saamne aate kyo nahi,
msg bhi tumhara smell marta hai,
thodi himmat karke NAHATE kyo nahi.
And this one my favourite:
Manzile bhi uski thi,
Rasta bhi uska tha.
Ek main akela tha, Kafila bi uska tha..
Sath-Sath chalne ki soch bi uski thi,
Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha.
Aaj kyo akela hoon, Dil sawal karta hai,
Log to uske the,
Kya KHUDA bhi uska tha..?

 0 People liked it
0 Ratings


ham hijar k rasty par safar kar nahi sakty
eik lamha tery bina basar kar nahi sakty
 
woh aakhri lamhoon main mujhy maang raha hai
yeh waqt hai aesa k guzar kar nahi sakty
 
khud hath say apny usay khona hi pary ga
yeh zabt bhi karna hai magar kar nahi sakty
 
yoon apni nigahoon ko chora layty hain tujh say
k dil k iradoon ki khabar kar nahi sakty
 
tum khwaab jalaty rahy ham aaj tak chup thy
ab dil k yoon jalny par sabar kar nahi sakty
 
yeh aankh andheroon main hoi pyaas ka sehra
is noor k darya par nazar kar nahi sakty
 
har chand k meri aankh main aansoo hain larazty
jalty hoy sholay es par asar kar nahi sakty
 
ab chahin bandh lain gay tumhin apni nazar say
ham is liye khuda say khafa ho nahi sakty

 0 People liked it
0 Ratings


Mujhko To Sirf Aap Ka Farman Chahiye
Maujud Jaan Bhi Hai Agar Jaan Chahiye
Do Phul Hi Chadha De Vo Aakar Mazaar Par
Kuch To Sahide-Ishq Ki Pehchan Chahiye
Maujud Jaan Bhi Hai , Agar Jaan Chahiye
Kuch Bhi Raha Na Dil Me Teri Yaad Ke Siva
Ish Ghar Ke Vaste Ye Hi Mehman Chahiye
Huren Mili Bahist Me Mujhko To Kya Mila
Insaan Ke Liye Koi Insaan Chahiye
Mujhko Bura , Rakib Ko Accha Samajh Liya
Acche Bure Ki Kuch Unhe Pehchan Chahiye
Maujud Jaan Bhi Hai , Agar Jaan Chahiye.

 0 People liked it
0 Ratings


Mohabbat meri qismat main kabhi thi hi nahi.
Jis ki arzoo thi mujhe use meri arzoo na thi.
Rothna mujh ko bhi ata tha magar.
manane ki to usko aadat hi na thi.
Us ke sitam se meri yoon hi ankh bhar ati.
use bhi sha’ed meri hansi gawara na thi.
mujhse door jane ke woh dhondhti thi bahane.
aur mujhe swaal tak pochne ki ijazat na thi.
Woh jab bhi chahti hansti aur khilkhilati.
magar us se kabhi koi shikayat maine ki na thi.

 0 People liked it
0 Ratings


Voh Sadak Ke Us Paar Thi Hum Sadak Ke Is Paar The
Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi
Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi
Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi
Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1291 - 1300 of 3592, Page 130 of 360 pages.