Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1301 - 1310 of 3592, Page 131 of 360 pages.

Lag Ja Gale Ke Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho
Shayad Phir Is Janam Mein Mulaqat Ho Na Ho
Humko Mili Hai Aaj Yeh Ghariyan Naseeb See
Jee Bhar Ke Dekh Lijiye Humko Kareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein Yeh Baat Ho Naa Ho..
Shayad Phir Is Janam Mein Mulaqaat Ho Naa Ho.
Paas Aaye Ke Hum Nahin Aayengee Baar Baar..
Baahein Gale Mein Dal Ke Hum Roolein Zaar Zaar
Aankhon Se Phir Yeh Pyar Ki Barsat Ho Na Ho
Shayad Phir Is Janam Mein Mulaqaat Ho Naa..

 0 People liked it
0 Ratings


DIL SE NIKLI DUA HAI HAMARI.
ZINDAGI ME MILE APPKO KHUSHIYA SARI.
GAM NA DE KHUDA AAPKO KABHI.
CHAHE TO EK KHUSHI KAM KAR DE HAMARI.

 0 People liked it
0 Ratings


Riyaz-e-ulfat Riyaz-e-shauhrat Riyaz-e-barkat Riyaz-e-milkat
sab shuru hai aur sab ghatam hai Riyaz-e-mayat Riyaz-e-kufrat..
Shabab-e-tohmat gujar-e-hizrat ye sab yahi hai khiyam-e-nusrat
maja nasha hai nasha maja hai naa dekh tu ye nazar-e-gaflat..
Shohbey huye hai tamaam sare ke majlisho ke bayaan pare
na tum udhar the na rehgujar the gujar gaye bas rasul-e-ummat..
Ye tabiyaton ke gulfaam nare meri nazar me hai ye badnaam sare
jo reh gujar the wo gujre nahi hai ye keh raha Riyaz-e-azmat. ..

 0 People liked it
0 Ratings


Apne Gamo ko kahin aur na le jaya jaye,
Ghar ki cheezo ko Ghar me sajaya jaye,
Ghar se majzid hai bahut dur.bahut dur,
chalo aisa kare kisi roote hua baache ko hasaya jaye

 0 People liked it
0 Ratings


chakh liya zaayeka-e-shayari jab se,
lafzon me tarannum si aa gayi hai,
arz-e-zubaan-e-ishq machal hi jati hai
jab bhi tere chehre ki tabssuum yaad aati hai
Ye shayari likhna unka kaam nahi
Jinke dil ankhon me basa karte hai
Shayari to wo shaqs likhte hai
Jo sharab se nahi,kalam se nasha karte hai
jawaab teri shayari ka
denge hum shayari me
jawaab teri shayari ka
denge hum shayari me
naam tera likh baithe hain
apne dil ki diary me
wo mujhko chor gaya to mujhe yakeen aaya
koi bhi shakhs zaruri nahi kisi k liye,
sawal ye hai k usne kabhi nahi poocha
k aap sochtey kaisey hain shayari k liye.
Awaab teri shayari ka….
denge hum shayari mein….
naam tera likh baithe hain….
apne dil ki diary mein….

 0 People liked it
0 Ratings


Aansu ko bohoth samjhaaya tanhai me aaya karo
Mehfil me humara mazaak na udaya karo
Ispar aansu tadapkar bola
Itne logoun me aapko tanha pathe hain
Isliye chale aathe hain.
`
dukh hai dard hai toh dawaa hai dosti,iss ghutan bhari zindagi ki haseen fiza hai dosti.
jo na samjhe uske liye kuch nahi,jo samjhe uske liye khuda hai dosti..
`
Meri zindgi hi mujhe azaab lage,
aankh me ashkon ka sailaab lage.
tere husn ka sani duniya me nahi koi,
chehra tera mujhe khilta gulaab lage.
kya zarurat hai tumhe parde ki,
tere qesu hi sanam tera naqaab lage.
`
humein izhar karna na aaya,
unhein pyaar karna na aaya.
hum bus dekhte hi reh gaye,
aur waqt ko thamana na aaya.
woh chalte chalte itne door chale gaye,
`
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.

 0 People liked it
0 Ratings


Unke janm pe, khusia hum mana rahe hai………
Wo so rahi, aur gana hum gaa rahe hai…………
Achanak wo uthi, ,phool bhi khil gaye………..
Surya ki laali bhi chamakne lagee…………
Aur meri dost ab sajne sabarne lagee………….
Itne mai ek saheli ki phone aayee……………..
Jaldi se wo hame bhulayee………………
Khusia wo dher layee…………………….
Maze se baitkar plan banaye………..
Aaj Cake katenge aur hum sab dance bhi karenge………….
Khub masti hui,khub gossip huee…………..
Maine to sirf itna kaha…………..
Ye khuda ye din aaye sadaa………………
Aise hi hum rahe……………………………….
Aur aise hi muskurati mere dost rahe……………..

 0 People liked it
0 Ratings


Na yeh chupaya ki pyar kitna hai,
Na yeh jataya ki dard kitna hai,
Yeh hum ya hamara Khuda hi janta hai,
Ki Aap se mulakaat ka intzaar kitna hai.
Wishing everyone A Very Happy And Prosperous New Year

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1301 - 1310 of 3592, Page 131 of 360 pages.