Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1631 - 1640 of 3592, Page 164 of 360 pages.


Mere Marne Par Mere Mukhalif Gam Na Karna,
Zinda Rahu To Silsila-e-Raqeebiyat Kam Na Karna.
Ye Mana Ki Meri Wafaa Ka Wazan Ab Bhi Zyada Hai,
Kuch Bhi Ho Tu Apni Bewafaai ka Mauzu Kam Na Karna.

 0 People liked it
0 Ratings


Bahut kuch badal jata hai Tere aane ke baad
Bahut kuch bichad jata hai Tere jaane ke baad
Wo samandar ki lehre Wo rait ke mehal
Bahut kuch beh jata hai Saahil se takra jaane ke baad
Wo baarish ke moti, Wo taaro ki khawahish
Bahut kuch bikhar jata hai Khawaab toot jaane ke baad
Wo teri parchaiyo se takrana, Wo saayo ka lehrana
Bohot kuch mit jata hai, Andhera chhaa jaane ke baad

 0 People liked it
0 Ratings


Hum to dil deneko taiyar baithe hain,
Darde mohabbat karne ko taiyar baithe hain,
Par haaye re meri kismat,
Koi dil leneko hi taiyar nahi.

 0 People liked it
0 Ratings


Gujra waqt dil ki dastan sunayega,
Kabhi sath the hum har pal yaad aayega,
Gor se palatna zindgi ke panno ko,
Kahi na kahi to humara naam nazar aayega.

 0 People liked it
0 Ratings


Meri yehi chaahat thi ki tum hamari zindagi mein aao,
Lekin yeh ho na saka aur ab hum apni takdeer pe rote hain,
Neend to nahi aati hai ratoon ko lekin,
Phir bhi kabhi khuaboon mein aao isi ummeed se sote hain
Yaad Na Karogay,To Bhula Bhi Na Sakogay,
Mera Khyal Zehan Se Mita Bhi Na Sakogay
Ek Bar Jo Tum Mera Gam Se Miloge,
To Sari Umar Muskara Na Sako Gay.
Wo dhoondha kiye hame dagar dagar,
Unhe hamari Taalash thi,
Par afsos jis kabar pe the kadam unke,
Usi mein humari laash dafn thi
Yaad Na Karogay,To Bhula Bhi Na Sakogay,
Mera Khyal Zehan Se Mita Bhi Na Sakogay
Ek Bar Jo Tum Mera Gam Se Miloge,
To Sari Umar Muskara Na Sako Gay

 0 People liked it
0 Ratings


puchhte hain log puchhne wale ki
zindagi ka hal to kya houa
zar-zar hai dar-o diwaar ki
gir chale hain kharaabi mere kaashaane to kya houa
kise khabar hai id ki
na roshan bazaar na mere kaashaane to kya houa
jaanta hoon sawaab-e-taaj zamaad ki
luft  hai ki mere khuda me to kya houa
Roshan kii churaag ghar “GEMANI” ki
Jale ghar mera apne hi loo se to kya houa
aage aatee thee haal-e-dil pe hansee kii
ab kisee baat par naheen aatee to kya houa

 0 People liked it
0 Ratings

À¤¦à¤°à¤¿à¤¯à¤¾ बनकर क्या फ़ायदा ,उसे तो समुद्र में मिल जाना पड़ता है
जंग में बार बार गिरकर उठ जाना पड़ता है
शीशे से दिल को भी टूटकर जुड़ जाना पड़ता है
ख्वाबों को हकीकत नहीं ,हकीकत को ख्वाब बनाना पड़ता है
रिश्ते इतने सस्ते नहीं ,खुद बिक जाना पड़ता है
रोशन होने से पहले बुझ जाना पड़ता है
बदलाव की फिजां में ‘खुद को खुद’ बनाये रखना पड़ता है
जब सभी कहें ‘हाँ ‘तो ”ना को अपनाना पड़ता है
हथियार ना हों तो भी निहथा लड़ जाना पड़ता है
अक्सर गैरों को सुख और अपनों को दुःख देना पड़ता है
जो रह नहीं सकते हमारे बिन,उनके साथ भी निष्ठुर बनना पड़ता है
अंधेरनगरी के कानून को तोड़ जाना पड़ता है
ना चाहकर भी दोस्तों से बिछड़ जाना पड़ता है
महानगरों में आकर भी दिल में गाँव बसाए रखना पड़ता है
अपनों की महफिल में थोडा ज्यादा ‘पीना’ पड़ता है
दुनिया में मुफ्त कुछ भी नहीं, कीमत को चुकाना पड़ता है
अमृत की खोज में नीलकंठ बनना पड़ता है
चुनना नहीं बल्कि बनाना पड़ता है अपना रास्ता
यूँ ही कोई ‘Praveen Attri’ नहीं बन जाता !

 0 People liked it
0 Ratings


Jhooti hansi hansne ki aadat ho gayi hai
zindagi teri yaadon ki ibaadat ho gayi hai
bas saans chal rahi hai is murde mein ab
rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1631 - 1640 of 3592, Page 164 of 360 pages.