Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1691 - 1700 of 3592, Page 170 of 360 pages.


Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?
Tum Mujh Ko Achey Lagtey Ho
Kuch Chanchal Se , Kuch Chup Chup Se
Kuch Pagal Pagal Lagtey Ho
Hain Chahney Waaley Aur Buhut Par Tum Mein Hai Aik Baat Bohat
Tum Apney Apney Lagtey Ho
Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?
Tum Mujh ko achey lagtey ho
Yeh Baat Baat Pe Kaho Jaana
Kuch Kehtey Kehtey Ruk Jaana
Yeh Kis Uljhan Mein Rehtey Ho..?
Kiya Baat Hai Hum Se Keh Daalo
Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?
Tum Mujh Ko Achey Lagtey Ho
Ghum-e-dil sunane ko jee chahta hai
Tumhe azmane ko jee chahta hai
Suna hai yeh jab sey,bohat door ho tum
Bohat door jane ko jee chahta hai
Tumhain hum sey koi shikayat nahin hai
Yoon hi rooth jane ko jee chahta hai
Faqat hai yay hi nazroon ka dhooka
keh dhookay mein aaney ko jee chahta hai
Duaa hai keh woh hum se,so baar roothein
Hamara mananay ko ge chahta hai
Nazar woh naa ayein per un ke gali mein
Yunhe aane jaane ko gee chahta hai

 0 People liked it
0 Ratings


aa jaate hain aansso jab bhi sochta hoon
kyu ki yaado ka koi mausam nahi hota..
kya tere aansso bhi kabhi meri yaad mai bahte hain
bahkar wo neeche rakhe hue kagaj par girtge hain
kese mere aans0o hain apno par bahte hain
kyuki greo ka kabhi koi gam nahi hota
yaado ka koi mausam nhi hota..
ek baat jra si thi ab jakar samjhe hain
mud kar jo dekha usne ham khud ko samjhe hain
wo bhram ke kisse the jo wo hamko sunaate the
ab kisso ka bhi koi mausam nahi hota
yaado ka koi mausam nahi hota.

 0 People liked it
0 Ratings


Lafz aap do geet hum banayenge
Manzil aap pao rasta hum banayenge..
Khush aap raho khushiya hum dilayenge..
Aap bas dost bane raho dosti hum nibhayenge
$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$
Aap ke pehelu mein do pal ki zindagi hai bohot,
Ek pal ki khushi,Ek pal ki hansi hi hai bohot,
Humein duniya pehechane yaa naa pehechane,
aap k zehen mein maujudgi hi hai bohot..

 0 People liked it
0 Ratings


Chahte he tum ko kitna tumko nahi pata
Tum ham ko nahi chahte . Kar te hei ye gila
Tum rat din meri sanso me base ho
Ye dil de raha hei har pal tujhe sada
Tum bhi hame chaho kar ne lage gila
Ye bebasi tadhap keh ti aaj tumse dil ki sada pe
Aaja sun le tu ye sada chale bhi aao na
Do ham ko itni badi saja ku dil tadhap raha
Hei ku aankh ro rhi he tere deed ke liye
Deti hei ye sada teri judai mei
Kat te nahi hei ye pal mar jay na kahi
Ham deedar tu dikha tadhap te hei
Kit ne arma o path thar dil sanam
Akbar ab to aaja sun le bibbo ki tu sada.

 0 People liked it
0 Ratings


Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah.
————————
Dil Ki Deewar-o-Dar Pe Kya Dekha
Bas Tumhara Naam Hi Likha Dekha
Tumhari Aankhon Mein Humne Kya Dekha
Kabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha.

 0 People liked it
0 Ratings


Teri ankhon mein aas ho to meri ho,
Tere hothon pe pyaas ho to meri ho,
Jab tu bole to lub tere hi hile,
Magar un hothon se aawaz meri ho..

 0 People liked it
0 Ratings


Raat kya dhali sitare chale gaye,
gairo se kya gila jab apne chale gaye,
jeet to sakte the ishq ki baazi hum bhi,
par aapko jitane ke liye hum haarte chale gaye.
_______________________________________
zindagi mohtaz nahi manzilo ki,
waqt har manzil dikha deta hai.
marta nahi koi kissi se juda hoke,
waqt sabko jina sikha deta hai
_______________________________________
dil tod diya, chhita bhi jala dena,
kafan na mile, To apna dopatta odha dena,
agar koi puchhe ke rog kya tha,
to nazre jukakar mohabbat bata dena.
_______________________________________

 0 People liked it
0 Ratings


Har raat ko chaand ka shringaar nahi milta
Har baag ko phool ka dulaar nahi milta
Maine bhi duniya dekhi hai dost
Har insaan ko aap jaisa yaan nahi milta.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1691 - 1700 of 3592, Page 170 of 360 pages.