Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1921 - 1930 of 3592, Page 193 of 360 pages.


Wo Nahi Mera Magar Us Se Mohabbat Hai To Hai,
Yeh Agar Rasm-oRivajon Se Baghawat Hai To Hai;
Sach Ko Maine Sach Kaha Jab Keh Diya To Keh Diya,
Ab Zamane Ki Nazar Mein Ye Himakhat Hai To Hai;
Dost Ban Kar Dushmanaon Sa Vo Satata Hai Mujhe,
Phir Bhi Us Pathar Dil Pe Marna Apni Fitrat Hai To Hai;
Kab Kaha Mainey Ki Wo Mil Jaye Mujhko,
Uski Banhon Mein Dum Nikle Itni Hastrat Hai To Hai;
Jal Gaya Parvana To Usme Shama Ki Kya Khata,
Yun Raat Bhar Jalna-Jalaana Uski Kismat Hai To Hai;
Wo Sath Hai To Zinda Hun,
Meri Sansaon Ko Uski Zaroorat Hai To Hai
Dur They, Dur Renhenge Har Dum Ye Zamein Asmaan,
Duriyaon Ke Baad Bhi Dil Mein Khurbat Hai To Hai;
Mainey Kab Kaha Tu Mil Hi Jae Mujhe,
Par Gair Na Ho Jaye Itni Si Hasrat Hai To Hai;

 0 People liked it
0 Ratings


Meri aur uski aankhen
kitni milti julti hain
ek jaisi rangat wali hain
farq hai to bas itna sa
meri aankhon mai rang hai uska
uski aankhen khali hain..

 0 People liked it
1 Ratings


Aap jo mile ek pal ke liye
toh samjho lamha ban gaya,
dekha jo tumhe
toh samjho din bangaya,
kitne haseen hoti hai
har wo cheez jo tum se judi hai,
aakhir hamari zindgi bhi tanha padi hai,
ek saath jo tumhara ho jaye
toh ye zindgi bhi haseen ho jaye.

 0 People liked it
0 Ratings


Arbaab Artaqaa Ka Ye Kaisa Asool Hai
Sehra Me Hai Gulaab Chaman Me Babool
Sehra Me Kho gayi Hai Baharoun Ki Sar Zameen
Gulbaar Mousamoun Ki Tamanna Fuzool Hai
Jis Ko Silaeb Waqt Par Latka Diya Gaya
Shayed Ki Sach Kaha Hai Yahi Iski Bhool Hai
Apni Anaa Ke Saamne Majboor Hogaya
Hota Jo Sar Ka Taaj Woh Qadmoun Ki Dhool Hai
Apni Hayath Ko Koi Unwaan Na Desaka Dil Ke Lahoo Se Likh Ke
Kahani Malool hai Lamhoun Ki Udti Gird Le
Ab Kis Jagah Panah Jab Gaoun Gaoun Murda Rutoun
Ka Nuzool Hai Qud Apne Jism Wo Ruhh
Ka Le Kaise Jaizah Jab Nafratoun Ka Zahar
Lahoo Me Halool Hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Gum me jo khushi dhundh le har dukh ko wo sah hi jate hai,
lakh koshish kare muskurane ki dard me aansu bah hi jate hai,
mit jate hai insan khud ko sabit karte karte
gile shikwe duniya ko fir bhi rah hi jate hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Kagaz ka libas na peheno chirago ke shaher me,
kahi koi tinka tumhe jalakar rakh na karde,
mana ki yeh chiraag tumhe khauf ( fear ) nahin dete ,
lekin yeh chirage ishq he- kisi ko nahin chhodte,.,

 0 People liked it
0 Ratings


Yaad ne unki pagal banaya hai,
Humne khud kafan silaya hai.
Jalane se pahle dil ko nikal lena,
Kahi won na jal jaye jinko dil me basaya hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota,
Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein,
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota.
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1921 - 1930 of 3592, Page 193 of 360 pages.