Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 1971 - 1980 of 3592, Page 198 of 360 pages.


Ashako ki shiyahi se likha tha pyar khat ka
Shayad wahi karar tha uske didar ka
Wo bhoole bhatke pahunch gayi mere kabar par
Usko pata mila tha sirf mere majar ka
Dafan dil ko mere karar(chain) na mila
Uthkar kiya maine swagat apne yar ka
Rooh ki milan ka usko ehsas tha
Lekin wo mauka nahi tha rasme bahar ka
Bhawnaye ashako main chhalki thi hushn se
Shayad wahi kinara tha uske khumar ka
Char phool rakh gayi wo tahe dil se
Usko bhi intezar tha apne ka.

 0 People liked it
0 Ratings


Muje aaj b uska wo pyaar yaad aata hai
Jitna pyaar hum useh karte te, useh jyada wo humse kiya karti ti,
Hamei afsos nahi unke chodne per,
Hamein afsos hai toh bas apne aap per
Jo uske ke pyar ko sambhalne mein nakamiyab rahe

 0 People liked it
0 Ratings


Kya bataun ki mayus aansoo mere,
Kis kadar toot kar tere dama hue,
Naram bistar pe jaise koi Gulbadan,
Apne Mehbub se ruth kar gir pade.

 0 People liked it
0 Ratings


Nahi ban jata koi Apna yuhi Dil Lagane Se,
Nahi Milta Pyar Pyar jatane Se,
Rakhna Sambhal Kar Ye Rista Apna,
Toot Na jaye Ye Kisike Behkane Se,.

 2 People liked it
0 Ratings


Ghazal ka matlab likh raha hoon taki padhne walon ko ashaani ho :
Mera qatl kar ke soharat mili mere shagird ko. meri nigaah use takhti
rahi magar mujhse milne kabhi woh nahin aaya
Ghazal aap ki nazar..Aap ke Reply ka mujhe besabri se intazar
rahega.
Mera Qateel – Shayar
saaya tak uska nazar nahin aaya
kabra khudwakar be-khabar nahin aaya
mujhe sula kar, hua woh ruksat kahin
qateel mera wapas ghar nahin aaya
maut naseeb hui mujhe, saugat ki tarha
jab tak jeeya gam-e-safar nahin aaya
sohrat mili use mere jaane ke baad
mujhse milne mere mayyat par nahin aaya
be-sabra “nigaah” tak-ta raha magar
sham-ma bujh gayee woh shayar nahin aaya
Nigaah.!!

 0 People liked it
0 Ratings


log kahate hai. tum cigaret kyu pite ho.
kya ye pyas bhujati hai. maine kaha nahi.
dil me kisi bewafa ki tasveer hai.
kambkat usko jalati hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Khusi ke liye aansoo kurban
hasi ke liye gum kurban
dost ke liye jaan bhi kurban
agar dost ki girlfriend mil gaye to saala dost bhi kurban.

 0 People liked it
0 Ratings


Meri aur uski aankhen
kitni milti julti hain
ek jaisi rangat wali hain
farq hai to bas itna sa
meri aankhon mai rang hai uska
uski aankhen khali hain..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 1971 - 1980 of 3592, Page 198 of 360 pages.