Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2081 - 2090 of 3592, Page 209 of 360 pages.


mana ki ham bhula nahi paate unhe ek pal ke liye
par yu roya bhi nahi jaata ek pal ke liye
mila jo yu wo milkar bichhad gaya zindgi ke liye
unhe dil se nahi lagaya jaata dillagi ke liye
mana ki ye baat har kisi ko lagti hai sacchi
par har ajnabi nahi hote jamane mein bhulane ke liye
yu to khuda se jo maanga wo paya dua mein
par har dua kahan kabul hoti hai har kisi ke liye
wo aayega na lautkar fir kabhi ye jaante hain
fir bhi dil dhadkta hai aaj bhi usi ajnabi ke liye

 0 People liked it
0 Ratings


Pyaar ki har rasam nibha di humne,
tujhe paane ke liye hasti mita di humne ,
tumne kadar na jaani meri vaffayo ki,
teri aarzoo mein har khushi luta di humne..

 1 People liked it
0 Ratings


Fir kisi yaad ne shab bhar hai jagaya mujhko,
Kya saza di hai mohabbat ne khudaya mujhko,
Din ko araam hai na raat ko hai chain kabhi,
Jaane kis khaak se qudrat ne banaya mujhko,
Dukh to yeh hai ke zamane mein mile ghair sabhi,
Jo mila hai woh mila banke paraya mujhko,
Jab koi bhi na raha kandha mere rone ko
Ghar ki deewaro ne seene se lagaya mujhko,
Yu to umeed-e-wafa tumse nahi hai koi,
Phir chiragho ki tarah kisne jalaya mujhko,
Bewafa zindagi ne jab chhod diya hai tanha,
Mout ne pyar se pehloo mein bithaya mujhko,
Woh diya hoon jo mohabbat ne jalaya tha kabhi,
Gham ki andhi ne sar-e-sham bujhaya mujhko,
kaise bhoolunga wohi wasl ke lamhe,
Yaad aata raha zulfon ka hi saya mujhko..!!!

 0 People liked it
0 Ratings


taras jaoge tum mehfil-e-wafaa ke liye,
kisi se pyaar na karna KHUDAA ke liye,
jab lagegi ishq ki adalat ek din,
tum hi chune jaaoge ae zaalim SAZAA ke liye.

 0 People liked it
0 Ratings


Sitaro me aap, Hawao me aap, Fizao me aap,
Baharo me aap, Dhop me aap, Chaaon me aap,
Sach hi suna hai ki buri aatmao ka koi thikana nahi hota.

 0 People liked it
0 Ratings


Mohabbat dil pe dastak hai!
Badan ko rooh ka
Raasta dikhati hai
Mohabbat ik dua hai
jo!
Hamesha saath rehti hai
Mohabbat thandi chaon hai
jo!
Sehraon ke saffar main
Kaam aati hai
Mohabbat us ka pallo hai
Jahan umeed ke kuch lafz
Bandhey hain
Mohabbat us ki aankhain hain
ki!
Jin main khuwab jaagtey hain
Mohabbat uska chehra hai
ki!
Jis main dil ki teh main
Rakhi khuwahisain
Saans leyti hain
Mohabbat dil pe dastak hai!.

 0 People liked it
0 Ratings


Ae Dost Teri Yaad Mein Dil Ka Usool Hai
Hum Tujh Ko Bhul Jaayege Yeh Teri Bhool Hai
Meri Aankhon Se Koi Aansu Na Nikla Lekin
Ghar Ke Har Dar Se Rone Ki Sada Aati Hai
Shikwe Bhi Ziyaada Hai Aur Shikaayat Bhi Bohat Hai
Aur Iss Ke Liye Dil Mein Mohabbat Bhi Bohat Hai
Tum Mujh Se Bichad Jao Toh Yun Maayus Na Hona
Kyunki Rishto Ke Nibhaane Mein Musibat Bhi Bohat Hai
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
CHAND KE PAAS ANEK SITARE HOGE.
MAGAR SITARO KE PAAS EK HI CHAND HAIN.
AAP KE PAAS HUM JAISE LAAKH HONGE.
MAGAR HAMARE PAAS AAP JAISA DOST EK HI HAIN
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
“Dosti ka paigam jo aapka mila,
Dil ho gaya khush mit gaye saare gila,
Kisi Dost ko nahi mila hoga,
Dosti ka aisa sila,
Ki Saare Ghum Hogaye dooor mere,
Jab doston ke pyaar ka nazraana mila”

 0 People liked it
0 Ratings


Jab Saher ho hansalo hum ko,Jab Andhera ho Jilalo hum ko,Hum Haqiqat hain Nazar aate hain,Daastanoun mein Chupalo hum ko,
Din na pa jaye kahin Shab ka Raaz,Subah se pahele Jagalo hum ko,Door ho jayeinge Suraj ki tarha,Hum na kahte mat Uch,chalo hum ko,
Hum Zamane ke sataye hain bohat,Apne Seene se lagalo hum ko,Waqt ke hount hamein Chu lenge,In ke Bool hain Ga lo hum ko.
Itna tuta hun ke phir na jud paounga.Ab agar Hawa bhi Chuwegi tu Bikhar jaounga”.Alfaaz ke pardaoun mein karo is ka Yakheen,Leti hai Saans nazm-e-Shayer ki zameen,
Ahista hi Gungunao mere Ashaar,Daar hai na Kuchal jayein mere Kahab Kahin.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2081 - 2090 of 3592, Page 209 of 360 pages.