Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2101 - 2110 of 3592, Page 211 of 360 pages.


Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main
seh liye situm teri judaai main
abh-to yeh faryaad hai khudha se
koi aur na tarpe—-teri bewafaai main.
`
Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai?
tu sitam kar le,teri taqkat jaha tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,
humein toh dekhna hai,
tu zalim kaha tak hai?
`
Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai..
`
Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,
aaj tak tum mujhe pehchan na paye,
khud hi ki hai bewafai hum ne,
ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye…
`
Jinki raahon mein humne bhichai the sitare;
Unse kehte hai harpal aansuon ke sahare;
Ho gaye hai saare shikwe kitne kinare;
Magar phir bhi kyun woh huwy na humare!
`
Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,
aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan aasan nahi hoti…
`
Hum agar aapse mil nahi paatay
Aisa nahin kay aap humein yaad nahin aate
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay..
`
Meri Chahat ne Use Khushi De di,
Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.
Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,
Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di ……
`
aaj ki raat mera darde mohabbat sun le,
kap kapaate hue hontho ki shikayat sun le
aaj izhare khayalat ka mouqa de dy
ham tere shahir me aaye hai musafir ki tarah..
`
ulfat mein aksar aisa hota hai,
ankhein hasti hai aur dil rota hai,
mante hai hum jinhe manzil
apni humsafar unka koi aur hota hai.
`

 0 People liked it
0 Ratings


Yeh sach hai un se nigahain kabhi mila na sakay
hum un ki yaad ko lekin kabhi bhula na sakay
Woh khush naseeb sahi,tujh se jo qareeb hain
hum budnaseeb hain jo ghum se dur jaa na sakay
Chah ker chandni bhi us husn ko pohanch na sakee
nikhar ke phool bhi us ka shabaab laa na sakay
Qaid-e-ghum main bhi yeh aansu khushi ke qasid hain
jo un ke deedar ke doraan hum chuppa na sakay
Hazar Gardish-e-doraan ke saath khail chukkay
magar tumharee nazar ka mizaaj paa na sakay
jhijak jhijak ker nazar un ke dil tak aa pohanchii
yeh woh safar hai ke Hussaini jise bhula na sakay.

 0 People liked it
0 Ratings


Chale to hum saath saath hi the
Na jaane konse modh per alag ho gaye,
Vaha tum kho gaye, yaha hum
Na jaane manzil kaise peeche chod gaye.
Tum saath the, to tha saath karvan
Abh tum paas nahi, viran hai mera jehan,
No woh mehfilen rahi, Raha no bagban
Lagta hai guzrangi jindagi apni abh tanha tanha!.

 0 People liked it
0 Ratings


Door hi sahi, kinaara to hai.
Timtimaata hi sahi, sitaara to hai..
Ho jaati hai tumhari yaad se hi tasalli..
Tinka hi sahi. sahara to hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Lagda sadian gallan ,
ohne dil te la laian ,
tahi sade kolo ,
enia durian pa laian .
pta nai kyo galt ,
sochde sade bare oh ,
lagda sathon dur ,
rehan dian kasma kha laiya.

 0 People liked it
0 Ratings


Boss: Arz kiya hai
Office may Kaam hote hain.
Galtiyon ka sama hota hai..
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hote hai..
Dil ki khunnas BOSS Zabaan se nahi kehte.
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai..
Employee’s reply. Arz kiya hai
Appraisal hote hain.
Disappointment ka sama hota hai.
Aise mausam mein hi to Attrition jawan hote hai..
Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte.
Ye fasana to resignation se bayan hota hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Kudrat ke usoolo me badal kyo nahi hota,
Jo aaj hua wahi kal kyo nahi hota.
Har jheel me pani,har jheel me lehre,
Phir sabke naseeb me kamal kyo nahi hota.
Jab usne hi duniya ka ye deewan likha hai,
Har aadmi pyari si gazal kyo nahi hota.
Har bar na milne ki kasam khake mile hum,
Apne hi irado pe amal kyo nahi hota.

 0 People liked it
0 Ratings


Zindagi Ke Har Lamhe Ko Jeelo Jee Bhar Ke
Kya Pata Kal ko Ho Kisne Jaana..
Hum Hain Aaj Yahan Par
Kal Ho Na Ho Kisne Jaana
Tera Milna Aaj Khushi Hai
Kal Dukh Bann Jaye Kisne Jaana..
Tera Jaana Humari Badnaseebi Hai
Kisi Aur Ki Khushnaseebi Ho kisne Jaana..
Har Chehre Ko Dekhlo Jee Bharke
Kal Mile Naa Mile Kisne Jaana..
Karo Har Rishte Ki Qadar
Kal Ho Naa Ho Kisne Jaana
Pyar Baant Sako Toh Baantlo
Kal Tum Ho Naa Ho Kisne Jaana..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2101 - 2110 of 3592, Page 211 of 360 pages.