Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2141 - 2150 of 3592, Page 215 of 360 pages.


Kashish dil ki har cheez bhula deti hai.
Bandh aankhon me sapne saja leti hai.
Sapno ki ek duniya jarur rakhna. Kyun ki.
Hakikat to AKSAR Rula deti hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Teri aadat si hogayi thi,
dil ki tu raahat si hogayi thi,
teri judaai na manzoor thi kabhi,
dil se dil ki duuri na manzoor hai kabhi,
mere ezhaar-e-ishq ki mujhe hamesha gham rahegi,
tujhse na keh paane ki sajaa rahegi,
sabak mere baatoon mein nahin zindagi mein rahegi,
tere wafaa ko salaam, judaai se kafaa rahegi.

 0 People liked it
0 Ratings


“ phir bewafa ko dost bana baithe,
uski sadgi se fareb kha baithe,
pathoron se hai apna rishta purana,
phir bhi shishe ka ghar bana baithe…. ”
“ Gum ke Sagar mein
Tinke Khushiyon ke doondh raha hun,
Mein Jeena chatha hoin
phir bhi Yaaron Doob raha hun.”
Unko humse muhabbat hone to do,
Phoolon ko tohfa hum denge.
Khwaab aankhoo ko koi sanjone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge
Hai dil main tamanna ye baki abhi,
Ke humpe kabhi wo karange karam.
In saanso pe hai bas ikhtiyaar unka
Bas uski hi khatir hum lete hain dum.
Unki nazare inayat hone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge.
Naaz hai humko mahboob pe apne,
Koi bhi janha mai us jaisa nahi hai.
Hotho se pila kar jo madhosh kar de,
Aankhon mein uski wo maykashi hai.
Jawan mohabbat ka daraft hone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge.

 0 People liked it
0 Ratings


Jab jab neend aati he to khwab ate he
jab jab kwab aate he to kwabo me aap aate he
or jab apke saath apke baap najar ate he
to na neend aati he or na khwab aate he…

 0 People liked it
0 Ratings


Kyon itni udaas hai shaam
Kyon chhai yeh chupi hai
Kiska hai intezaar tumhe
Kiski yaad sataati hai
Kyon palat palat kar dekhte hain
Kisko aankhe dhoondh rahi hain
Aankho mei aaye yeh aansoo
Kaya dil ki vyatha sunaate hain
hum bhee yeh samjh chuke hain
chah kar bhee bhool nahi paate
dil ki dharkaney bar jaati hain
jab unke khayal aate hain.

 0 People liked it
0 Ratings


Chand se jab mulakat hoti hai,
Aapke bare main kuchh bat hoti hai.
Wo kehte hai mere pas khubsurat sitara hai,
Unse bhi khubsurat pyar hamara hai.

 0 People liked it
0 Ratings


1960 girl : Pehla phela pyaar hai chhai bahar hai, aja sajna tera
intzar hai.
2003 girl : dusara/tisra pyar hai, dil bekrar hai, aja more sajna
verna chautha tayyar hai.
Yaad anay lagay Chacha Galib ya Elahi ye majara kiya hay
Tarta hoon har ek larki ko warna in ankhon ka faheda kiya hay
TERI AANKHEIN JHUKI JHUKI,
TERA CHEHRA KHILA KHILA,
TERI AANKHEIN JHUKI JHUKI,
TERA CHEHRA KHILA KHILA,
JAB TERE GALOON PAR SE HAATH GHUMAYA,
TO AADHA KILO FAIR AND LOVELY MILA
na gujarna eed k din kisi masjid k paas se
kahi log chand samajhkar roja na khol de
or hoke khuda khafa kahi hasin log banana chod de
Machchhar ki Makkhi se ho gayi Shadi,
Pahali hi Raat main Machchhar ki ho gayi barbadi.
Bola Apni to Kismat hi Khoti hai,
Makkhi Raat ko “GOOD NIGHT” lagakar soti hai
Internet par ladki pataayi
Internet par ho gayi sagaayi
Internet par divorce ho gaya
Is bahaane computer ka course ho gaya
1980 girls: Maa mei Jeans pehanungi
Maa : Nahin beti log kya kahengey ?
2006 girls: Maa mein mini skirt pehanungi
Maa: Pehen le beti kuch to pehan le!
Similarity between Gandhiji & Mallika?
Dono ne kapde tyag diye,
ek ne desh ke liye,
doosre ne Deshwasion ke liye!
PYAR KARNA HI AASAN HOTA HAI,ROJ HOTEL MEA MILNA PADTA HAI,IN LADKIYO KA KYA JATA HAI,SARA BILL HUM LADKO KO DENA PADTA HAI. WAH..WAH

 0 People liked it
0 Ratings


Aansu na hote to aankh itni haseen na hoti,
Dard na hota to khushiyo kya hoti,
Puri karte khuda yuhi sab muraade,
To ibadat ki kabhi zarurat na hoti..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2141 - 2150 of 3592, Page 215 of 360 pages.