Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2241 - 2250 of 3592, Page 225 of 360 pages.


Raat Tou Khatam Honey Wali Hai
Kyun Ujala Nazar Nahi Aaya
Likhte Dekha Thah Khuwab Mein Unko
Abtalak Naamabar Nahi Aaya
Chain Aayega Kaise Aaj Ki Shab
Tarey Nikle Qamar Nahi Aaya
Chal Basi MAA Liye Khuli Aankhein
Uska Noor-E-Nazar Nahi Aaya
Mere Mar Ne Pe Aaya Sara Jahan
Jo Thah Ek Ba-khabar Nahi Aaya
Manzilein Kho Chokey Hain Ehle Haram
Neel kya kashghar Nahi Aaya
Yun Tou Patthar Bohat Sey Dekhey Hain
Koi Tumsa Nazar Nahi Aaya
Sham Dhal Ne Lagi Hai Ab Mufti
Subha Ka Bhoola Ghar Nahi Aaya..!!

 0 People liked it
0 Ratings


Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,
hum rhe chahe kitna bhi door par dil tumhare paas hoga,
khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,
warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
mujhe dard-e-ishq ka maja maloom hai,
mujhe dard-e-dil ki wajah maloom hai,
zindagi bhar muskrane ki dua na dena,
mujhe pal bhar muskrane ki sja maloom hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hume zakham to sabne diye par unpar
marham lagane koi nahi aata,,,,,,,,
ab jab bulate hai unko to kahte hai jaate-jaate
humse tumhara dard nahi sha jaata,,,,,,,,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hume tumse mila itna dard ki aaj nobat aa hi
gyi mar jaaane ki,,,,,,,,,
koshis karte to tumhare pyar se jaag jaate
kya jarurat thi humhare zakhmo pa namak
lagane ki,,,,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kya jarurat thi unhe meri mayyat par aanaaa,
chale hai jaane ab mere gam ka fasana,
ab jab jal rha hun chin se to kahte hai,
abhi hai aang kam thoda or jalaana,,,,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
sochte hai kabhi tujhe bhi takleef hogi,
jab tu humaare janaaje mein sarikh hogi,
jaate jaate do aansu tum bha jaana,
kyonki teri meri wo mulakat aakhiri hogi,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kabhi dusron ke gam ko dekhkar hasa karte the aaj
khud gam se gujre to ahsaas ho gya,,,,,,,
list pdha karte the gam se marne walo ki
aaj us list mein apna naam ho gya

 0 People liked it
0 Ratings


Zikar jab chir gia un ki ungrai ka
Shaakh se phool youn toot kar gir padey
Jaise dulhan koi pyar ki goud main
Zindagi k mazey loot kar gir parey
Hoti nahin wafa to jafa he lia karo
Tum bhi to koi rasm-e-muhabbat ada karo
Hum tum pe mar mitte to yeh kis ka kasoor hai
Ayna le k hath main khud faisla karo
Ab hum pe kisi bat ka hota nahin asar
Minnat karo sawal karo iltja karo
Sharminda hoon k mout bhi ati nahin mujhe
Ab tum he mere liay koi baddua karo
Baitho na mahfilloon main zamana kharab hai
Dekho hamari bat kabhi sun lia karo

 0 People liked it
0 Ratings

Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye
Pehle Jaan Phir Jaan-E-Jaan Phir Jaan-E-Jaana Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye
Deen-Ba-Deen Badhti Gayi Iss Husn Ki Ranaiya
Pehle Gul Phir Gulbadan Phir Gulbadama Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye
Aap Tou Nazdik Se Nazdik-Tar Aate Gaye
Pehle Dil Phir Dilruba Phir Dil Ke Mehman Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye
Pyaar Jab Haad Se Badha Saare Taqalloufh Mit Gaye
Aapse Phir Tum Houe Phir Tu Ka Unwan Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye
Pehle Jaan Phir Jaan-E-Jaan Phir Jaan-E-Jaana Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye

 0 People liked it
0 Ratings


Ajkal bade udas rhate hain
Kyaa kare,,,,hum hain bade ajib sabhi kahate hain..
Pata nahi kyu tanhaai me rahne lage..hum
Isilia ajkal humien sabhi devdas kahate hain,,,,

 0 People liked it
0 Ratings


Meri nind tune churayi, tum ho koun
Mera chain tune churaya, tum ho koun
Mera dil tune churaya, tum ho koun
Meri jaan tune churayi, tum ho koun
Agar ho meri to
Hum apke hai koun.
`
Hazaro khushiya kum hai, zindagi ko ragin banane ke liye
Aur ek ghum bohot hai, zindagi ko bigarne ke liye
Hazaro phool kam hai dulhan ko sajane ke liye
Aur ek phool bohot hai, kabar pe charane ke liye..

 0 People liked it
0 Ratings


dil ke riste bhi ajeeb hote he
door rehkar bhi karib hote he
jo log apko roj milte he
wo log kitne khushnasib hote he

 0 People liked it
0 Ratings


Jab koi Paigam ham de nahi Pate,
Jab koi Nagama hum suna nahi pate.
Ye mat samajana bhul gaye aapko,
Khayal toh aata hai, bas Lafzzz Mil nahi Pate.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2241 - 2250 of 3592, Page 225 of 360 pages.