Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2621 - 2630 of 3592, Page 263 of 360 pages.


Tu be-wafaa nhi hai magar be-wafaayi kar,
Abb terey merey beech zraa faasla bhi ho,
Hum loag jab milein tou koi duusra bhi ho,
Tu jaanta nhi meri chaahat ajeeb hai,
Mujh ko mna rahaa hai kabhi khud khafaa bhi ho,
Tu be-wafaa nhi hai magar be-wafaayi kar,
Uss kee nazar mein rehnay ka kuchh silsilaa bhi ho,
Patjhad kay tuut-tay huay patton kay saath saath,
Mausam kabhi tou badlegaa yeh aasra bhi ho,
Chup chaap uss ko baith kay dekhuun tamaam raat,
Jaagaa hua bhi ho koi soyaa hua bhi ho,
Uss kay liye tou mainay yahan takk duaaein kee,
Meri tarah say usay koi chaahta bhi ho,

 0 People liked it
0 Ratings


Main tumhara hoon yah bhulna mat
Mujhko itna kabhi rulana mat
Log kuchh aur hi samjh lenge
Koi dekhe to aana jana mat
Aadmi ki ajib fitrat hai
Kuchh wah bole to muskurana mat
Aur bhi din hai aajmaish ke
Hal apna abhi sunana mat
Raste aur bhi bahut honge
Sirf itne main toot jana mat
Kuchh to majuriyan bhi jan meri
Mujhko kah de abhi begana mat
Maine roka kab uss se Pyar na kar
Sirf dil se hame bhulana mat..

 0 People liked it
0 Ratings


Nikki Nikki Gal Te Dil Kade Roya Nahi,
Kise Di Yaad Ch Eh Kade Khoya Nahi!!..
Pata Nahi Lokki Pyar Kinnu Kehnde Ne,
Sade Nal Ta Kade Kise Nu Hoya Nahi!!...

 0 People liked it
0 Ratings


Hum bhi zinda he
wo bhi he zindaa
hum to zinda unhi ke dam se he
magar unka dam kisi or se he
hume parvah hi nahi unki berukhi ka
muhabbath mein kabhi koi chah nahi hotaaaaa.
Nazron ka noor he niyaz
nigahon mein nagma sa niyaz
ishq ka mere ibadath he niyaz
iman se bhara iradda he niyaz
yaadon mein mere yalgar sa niyaz
yakeen se mera yaar he niyaz
ashiqi ka aalam he niyaz
aawargi ka anjam he niyaz
zamane se mujh me zindaa he niyaz
zindagi ka mere zarurat he niyaz .

 0 People liked it
0 Ratings


Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya,
Har Ek Kaam Hum Ne Uperwale Pe Chor Diya,
Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta,
Usi Ka Kam Tha Usi Ki Marzi Pe Chor Diya,
Us Se Baat Bhi Karte To Kis Tarhan Karte,
Yeh Sawal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya,
Iss Liye To Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko,
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya,
Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe,
Chirag Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya,

 0 People liked it
0 Ratings


Vafa ke sheeshmahal mein saja liya maine,
wo ek dil jise patthar bana liya maine,
aapki khushi ko gamon ki aad mein chuhpa liya maine,
mere pyar mein roshni chirag bhuja to apne dil ko jala liya maine…

 0 People liked it
0 Ratings


Tum kitne Saal Se Jalebi bana rahe ho ?
Halwai : 30 saal se..!
Santa : Badi sharam ki baat haiTumse aaj tak Jalebi Sidhi nahi Bani ?????

 0 People liked it
0 Ratings


Meri sari zindagi ko be-samar is ne kya
Umar meri thi magar us ko basar is ne kya
Sheher me wo motabir meri gawahi se hua
Phir mujhe is sheher me namotabir is ne kya
Meri wafayon ka agar sila hota
Phir na zindagi se hamay gila hota
Phir na kerte chaand ki justajoo hum
Agar woh shakhs hamay mila hota
Mila jo pehli mulaqaat me gulon ki tarah
Giya to phir nahi aaya gayee ruton ki tarah
Mujhay na torh hunarmand, butgari se bhi
Na tu taraash sakay ga mujhe buton ki tarah
Hum wahan bhi tujhay aankhon me liyai phirte hain
Phaink detay hain jahan ghum ko purana ker ke

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2621 - 2630 of 3592, Page 263 of 360 pages.