Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2631 - 2640 of 3592, Page 264 of 360 pages.


Chehre Pe Khushi Hai Toh Kya Hua
Dil Me Sab Se Chupa Kar Dard Jo Muskura Diye
Uski Hansi Ne Toh Aaj Mujhe Rula Diya
Lehje Se Uth Rahi Thi Ek Dard Ka Dhuwaa
Chehre Bata Raha Tha Ki Kuch Ganwa Diya
Aawaz Me Tehrao Tha Aankhoun Me Nami Thi
Aur Keh Rahi Thi Ki Mein Ne Sab Kuch Bhula Diya
Jaane Kyun Usko Logoun Se Thi Shikayatein
Tanhaiyoun Ke Des Me Qud Ko Basaa Diya.

 0 People liked it
0 Ratings


As I mentioned earlier, I bought two collections of ghazals by Bashir Badr. One of them had an introduction by Nida Fazli, another very famous name in urdu poetry. He does not seem of have a very fantastic opinion of Badr – he thinks that most of Badr’s greatness as a poet is only accepted by Badr himself, and he has expressed this opinion in quite an amusing and witty way.
“apni kitaab mei.n unhone kamzor shayari ki pehchaan ke saath tandurust ghazal ki bhi kuch nishaniya.n ginaayee hai.n. Kamzor shero.n ki misaalo.n ke liye unhe taqriban 700 barso.n ke itihaas ki khaak chhaan-ni paDi, lekin tandurust shero.n ki talaash mei.n unhe jyada waqt nahin kharch karna paDa. Ghar me allah ka diya sab kuch tha, ji khol kar apne shero.n ka istemaal kiya”
[In his book, apart from identifying characterstics of weak poetry, he has also enumerated the traits of good poetry. For examples of weak couplets, he had to search through 700 years of history, but he didn't have to spend much time in search of good poetry. The lord had given everything at home, he used his own couplets whole-heartedly.]
Fazli opines that Badr is more famous for being part of ‘Mushairas’ [Poetry recitals] than actually the quality of his poems. Even so, he agrees that Badr’s poetry showed more maturity, and finally deviated from the conventional symbolisms, with time, and concludes that Badr is a wonderful poet of the post-independence urdu ghazal.
The introduction was amusing, due to the humorous style Fazli had written it in (even if it was at the expense of Badr). But what was interesting to note was that unlike the usual introductions, which unquestioningly felicitate the author/poet, Fazli expressed his honest opinion.
I am a novice, as far as the history of urdu/hindi ghazal goes, and I am not well versed with individual poets’ styles, but I have read quite a few poems by many writers, and have found favorite ones from all poets’ works. I have come across some beautiful ghazals by Badr as well, and I was glad to find them in this collection.
*** *** ***
Kabhi yu.n bhi aa meri aankh mei.n ki meri nazar ko khabar na ho
Mujhe ek raat nawaaz de magar iske baad sahar na ho
Come into my eyes some time that my sight is not aware of it
Allow me just a single night, but let not the dawn arise after it
*** *** ***
Mai.n tamaam din ka thakaa hua, tu tamaam shab ka jagaa hua
Zara thahar ja isi moD par, tere saath shaam guzaar loon
I am tired after the entire day, you have stayed awake the entire night
Pause at this very corner, and let me spend an evening with you
*** *** ***
Charaago.n ko aankho.n mei.n mehfooz rakhna
Badi door tak raat hi raat hogi
Musafir hain ham bhi musafir ho tum bhi
Kisi moD pe phir mulaaqaat hogi
Keep the lamps safe in your eyes
The night (darkness) will spread far and beyond
I am a traveller, you are also a traveller
We shall meet again at some corner
*** *** ***
Ajeeb shakhs hai naaraaz hoke hansta hai
Mai.n chahta hoo.n khafa ho to woh khafa hi lage
He is a strange person – he laughs when offended
I wish that if he is angry, he should look so
*** *** ***
Kisi ki raah mein dehleej par diye na rakho
Kivad sookhi hui lakdiyo.n ke hote hai.n
Kadeem kasbo.n mei.n kaisa sukoon hota hai
Thake thakaye hamare bujurg sote hain
Do not light lamps at the doorstep in someone’s wait
The doors are made of dry wood
There is such a comfort in old towns
Our weary forefathers rest out there
*** *** ***
Koii haath bhi na milayega jo gale miloge tapaak se
Yeh naye mijaaz ka shahar hai zara faasle se mila karo
No one will even shake hands, if you eagerly hug them
This city has a new mindset, here, meet people at a distance
*** *** ***
Jis din se chala hoon meri manzil pe nazar hai
Meri aankh ne kabhi miil ka pathar nahin dekha
Yeh phool koii mujhe viraasat mei.n mile hai.n
Tumne mera kaanto.n bhara bistar nahin dekha
Since the day I started, I have my sight on the destination
My eyes have never watched out for milestones
Do you think I inherited these flowers
You have not seen my bed of thorns

 0 People liked it
0 Ratings


Gajal ki zarurat mehfil me hoti hai,
Pyar ki zarurat dil me hoti hai.
Bina dilruba ke adhuri hai zindagi,
Uss ki zarurat harpal hoti hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Ye ek saz tha wo ek gazal thi…
Uss din mere hoton pe jo dekhi apne..wo meri nazam thi…
Apko toh hum hamesha khush hi nazar aate hain ….
Kaise bataye….
jo humari sabse khushanuma hasi thi…
darasal wahi hamara zakham thi……

 0 People liked it
0 Ratings


Ek raat ki hi sahi Unase mulakat to ho jati,
Do pal ke liye hi sahi par baat to ho jati,
Mai kuch kehane ki gustakhi bhi nahi karata,
Jeebharkar Unko dekhane ki saugaat to ho jati,
Kitane baraso se mera badan bhi pyasa hai,
Ab ki baar mere jism par bhi ye barsaat to ho jati,
A khuda tune sabhi ko kuchh na kuchh diya hai,
Unako mejhe dene ki mujh par khairaat to ho jati,
Ab bhi pyaar utna ti he mere dil me unke liye,
Ek baar hi sahi UNKO mere PYAAR ki pehchaan to ho jati.
To My LOVE my WIFE
“AS-LOVE ARCHU”

 0 People liked it
0 Ratings


Mere Hum Safar Kisi Roz tu
Mere paas a mere ru ba ru
Kisi roz sun meri guftagu
Meri chahato me base huye
Mere ansuon se bhare huye
Meri shab k lamhe shumaar kar
Meri zindagi na azaab kar
Woh lafz tere jo nayab hon
Wohi lafz mere naam kar
Mujhe leke tu kahin door chal
Zara haath mera tham kar
Mere hum saafr kisi roz tu
Mere pas a mere ru ba ru
Meri khawahishon ko umeed de ..

 0 People liked it
0 Ratings


Is jahaan mein kaash yeh mohabbat na hoti,
Shararat na hoti,Shikayat na hoti,
Naino mai kisi ke nazakat na hoti,
Na hoti bekrari,na hote hum tanha,
Agar jahan me kambhkat ye mohabbat na hoti!!!!
To safar-e-zindagi mein mithaas na hoti,
Agar milti bewafao ko saza mein maut to,
Deewano ki kabrein udaas na hoti..
Meri mohabbat ne unhe khushi de di,
Badle mein mujhe khamoshi de di,
Khuda se dua mangi thi marne ki,
Lekin Khuda ne bhi Jeena ke liye zindagi de di..

 0 People liked it
0 Ratings


Aaj Kuch Kami Si Hai Tere Bagair
Na Rang Hai Na Roshni Hai Tere Bagair
Waqt Apni Raftar Se Chal Raha Hai
Magar Dhadkan Thami Si Hai Tere Bagair
Na Baarish Hai Na Dhuan Phir BHi
Dil Mein Tapish Si Hai Tere Bagair
Bahot Roka Aansuon Ke Badalon Ko Barasne Se
Phir Bhi Aankhon Mein Nami Si Hai Tere Bagair...

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2631 - 2640 of 3592, Page 264 of 360 pages.