Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2761 - 2770 of 3592, Page 277 of 360 pages.


Kabhi shaam kabhi aanchal ka kinara dena,
Mein agar doob ke ubhroon to sahara dena
Teri ulfat mein mukammal hoon har pehlu se,
Mujhe dard bhi dena to saara dena.
Main tujhe ghum ke samandar mein kinara doonga,
Tu mujhe hijr ke tufaan mein sitara dena.
Main teri yaad ke sehra mein rehta hoon “Ashiqe”
Kabhi aana to halka sa ishaara dena.

 0 People liked it
0 Ratings


Mai Abke Shair Bahut Hi Lateef Laya Hoon
Kathin Hai Qafia Aasan Radeef Laya Hoon
Jahaiz De Nahi Sakta Tha Mai Tujhe Beti
Isi liye Tera Shuohar Zaeef Laya Hoon.
Duaain Deta Hoon Tan Man Se Puch Lijiga
Yaqeen Na Aye Tu Dushman Se Puch Lijiga
Hai Mere Chahere Pe Dadhi Libas Sunnath
Kiya Mai Qubol Hon Dulhan Se Puch Lijiga
Tumhare Waste Kitna Mai Zaqm Khaya Hon
Isi Liye Tu Tumhain Sab Batane Aaya Hon
Tumhain Tu Shikwa Hai Gairon Se Zaqm Khane Ka
Mai Aisa Shaqs Hon Apno Se Zaqm Khaya Hon.

 0 People liked it
0 Ratings


Mil jati hai kitno ko khushi ,
mil jata hai kitno ko gam ,
msgs isliye bhejte hain hum ,
taki dur rehkar bhi ,
na ho hamari dosti kam .

 0 People liked it
0 Ratings


Kagaz pe humne zindagi likh di,
Ashkon se seench har khushi likh di,
Dard jab humne ubhara lafzo pe,
Logon ne kaha wah kya gazal likh di.
Kaash banane waaley ne dil sheeshey ka banaya hota,
To todne waaley ke haath mein zakham to aaya hota.
Mohabbat kar ke dekhi to,
Mohabbat ko pehchana hai,
Wafa bas naam ki hai,
Bewafaai ka fasana hai..
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,
Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,
Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena,
Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya..
Har din woh aapki meri mulaqat,
Har roz hasna roothna aapka,
Gaye woh din milne ke aapko,
Gaye woh din manane hansane ke aapko,
Bas itna hi tha saath aapka mera,
Yahi soch ke hanste apni kismat per..
Har din woh aapki meri mulaqat,
Har roz hasna roothna aapka,
Gaye woh din milne ke aapko,
Gaye woh din manane hansane ke aapko,
Bas itna hi tha saath aapka mera,
Yahi soch ke hanste apni kismat per..

 0 People liked it
0 Ratings


kya meri nak tedi hai. ankhen mendki jesi hai. surat se besharm lagta hoon, pagal hoon akal nahi mujhe. phir kise ne aisa kiyo kaha meri surat tumse milte hai..?
yr 1 : janu
yr 2 : O ji
yr 3 : sunte ho?
yr 4 : O bunty ke papa
yr 5 : kide mar gaye?
TUSI bade hi gr8 ho,
RASGULLE ki pl8 ho,
PEPSI ka cr8 ho,
ANDE ka oml8 ho,
SMS KARANE ME bade le8 ho,
JALEBI ki tarah stra8 ho,
KHER jo bhi ho mere fevr8 ho…!
Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
hum aapse pyaar karte hain.
Tere liye agar jan vi dene pade
kurban he jan tujhpar khuda sevi na darte he hum
tumare hawas vari nigaye kaise janegi ye raj
ke duniya me sabse bada pyar tumhiko karte he hum..

 0 People liked it
0 Ratings


Ja to rahen hain muskurake,
dard hota hain dil mein;
Aapko dikhta hain ki main khush hun,
magar yeh dil rota hain akeyle main!!!
—————————————
kaash meri zindagi mein koi sapna sach hota,
kaash meri zindagi mein koi apna hota,
kaahs meri zindagi mein yaaroon;
kaash hi na hota!!!
—————————————
Sapna Ek lekin mushkile hazar hain,
Tanhayie aur gum to mere bachpan ke yaar hain,
ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hain,
kyunki is zindagi mein hume sirf bewafaon se pyaar hain!!!

 0 People liked it
0 Ratings


unhe afsos hai ki mai unse mila nahi
shikwa tha dil me magar koi gila nahi.
khair jo hona tha so to ho hi gaya
itezar hua magar phool koi khila nahi.
——————————————————–
wo mere raste me sir jhukaye bathe hai
sham-e-roshni kyo bujhaye baithe hai
koi jaye jakar unse bhi talab kare
kyo wo raste ko mehkaye baithe hai
—————————– – - – - – - – - – - -
ek hawa chali aur ek ada bhi phir chali
wo us raste se kuch is tarah chali
ki dekhne walo ne kya kuch nahi kaha
par wo to thi manchali apni hi rah chali.
———— – - – - – - ———- – - – - – - ——-
firdaus tere ane ka mujhe bhi intezaar tha
naam mera bahut diljalo me beshumaar tha
log kehte mujhe ki ashiq nahi ashiqee hai tu
mai kya kehta mujhe to sirf isika funkaar tha
—— — – - – - ———– – - – - – ———- – - – - ——
kitne dino talak mujhe tere jane ka gam raha
sataya bahut tumhe par mujhe kaha inkaar tha
soya nahi tha rato se din ki khabar kise kaha
chora tha maine sab kuch jo mera ghar-bar tha
——— – - – - – ———– – - – - – ———– – - – - – ——–
wo bolte mere kano awaz nahi hoti maine kaha mehke dilo ko saaz nahi hoti.

 0 People liked it
0 Ratings


Jindagi phir tanhaa ho gai hai/
Benaam si koi daastan ho gai hai//
Tera dard,teri tadap, khalish teri,
Dil ki dhadkano mein ravaa ho g ai hai//
Jee bhar ke na dekhne paye the tumhein,
Bas pal bhar mein tu dhuan ho gai hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2761 - 2770 of 3592, Page 277 of 360 pages.