Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 2941 - 2950 of 3592, Page 295 of 360 pages.


Khuda kare ke tumko judai na mile,
Kabhi bhi tanhai na mile,
Mujhay sms na karo to kuchh aisa ho,
Ki mausham ho sardi ka,
Aur tum ko razai na mile.

 0 People liked it
0 Ratings


Chote Te to Duniya na Dekhi
Bade hue to mile gum
Hai re duniye kya banaya hai tune..
Be Parast Hogaye Hum.!
Kuch Kar Dikhane Ki Chahat Thi Hume..
Magar Dediya insaan pe ye daulat ka boj
Hai re duniye kya banaya hai tune ..
Be Parast Hogaye Hum.!
Har Insaan Ban Gaya Hai Bhooka
Mitane Farmaish Uske Mazi ka
Bhool to gaya ab apno ko
aur hai zikr khuda ka bhi Karta kuch kam
Hai re duniye kya banaya hai tune ..
Be Parast Hogaye Hum.!

 0 People liked it
0 Ratings


kaise kahein kaise hain hum,
apke bina dil sahata hai gum,
kash humne ise sambhal ke rakha hota.khoya na hota,
toh aj hum bhi na hote favicol ke malik se kam..
kaise kahe kese hain hum.

 0 People liked it
0 Ratings


Kal Fursat Na Mili To Kya Hoga,
Etni Mohalat Na Mili To Kya Hoga,
Roj Kahte Ho Kal Milenge, Kal Milenge,
Kal Meri Ankhe Na Khuli To Kya Hoga.

 0 People liked it
0 Ratings


“ phir bewafa ko dost bana baithe,
uski sadgi se fareb kha baithe,
pathoron se hai apna rishta purana,
phir bhi shishe ka ghar bana baithe…. ”
“ Gum ke Sagar mein
Tinke Khushiyon ke doondh raha hun,
Mein Jeena chatha hoin
phir bhi Yaaron Doob raha hun.”
Unko humse muhabbat hone to do,
Phoolon ko tohfa hum denge.
Khwaab aankhoo ko koi sanjone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge
Hai dil main tamanna ye baki abhi,
Ke humpe kabhi wo karange karam.
In saanso pe hai bas ikhtiyaar unka
Bas uski hi khatir hum lete hain dum.
Unki nazare inayat hone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge.
Naaz hai humko mahboob pe apne,
Koi bhi janha mai us jaisa nahi hai.
Hotho se pila kar jo madhosh kar de,
Aankhon mein uski wo maykashi hai.
Jawan mohabbat ka daraft hone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge.

 0 People liked it
0 Ratings


Ae baarish zara tham ke baras
Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras
Pehle na baras ki woh aa na sake
Phir itna baras ki woh jaa na sake.

 0 People liked it
0 Ratings


kisi ko kaise batai..
ki aaj rah mai woh mil gaye the
jab hum kudh unko raste mai dekh kar
yu guzar gaya jaise humne pehchana nahi unko
itafaaq ki baat to yeh hai ki
unka zikre bhi to ussi pal hua tha
aur hum yu anjaan bangaye ki jaise
naam sunkar bhi humne jana nahi unhe
– FireBird

 0 People liked it
0 Ratings


Aaiyana Hoon Mein Mere Saamne Aakar Dekho
Qud Nazar Aaoungi Mein Ek Baar Aankh Milakar Dekaho
Mere Gham Me Meri Taqdeer Nazar Aati Hai
Dagmaga Jaoge Mere Gham Utha Kar Dekho
Yun Toh Aasan Nazar Aata Hai Safar
Kitna Mushkil Hai Meri Rahh Jakar Dekho
Bazm Ka mere Chiragaan Hai Nazar Ka Dhoka
Kaise Andheroun Me Bhatakti Hoon Mein Aakar Dekho
a
Dil Yeh Tumhara Hai Jaan Bhi Dedoungi Tum Par
Bass Mera Sath Dil Se Nibha Kar Dekho
Mout Barhaqq Hai Magar Ye Tum Se Wada Hai Mera
Lout Aaoungi Tum Ek Baar Aawaz Dekar Dekho….

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 2941 - 2950 of 3592, Page 295 of 360 pages.