Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 301 - 310 of 3592, Page 31 of 360 pages.


Socha tha saath mill kar katainge zindagi ko
oss ne to ek pal main har baat bhula di thi
kaisa sitam hai deikho wo kab se judah hai muje se
jis ki zindagi apne sayae se bana di thi.
———–

 0 People liked it
0 Ratings


Mujh par ek ahasan kar do,
ek payari si subah hamare naam kar do,
ghar se niklo nahakar ke,  aur  sare muhalle ko hairan kar do.

 0 People liked it
0 Ratings


Har Subah teri yaad aati hai,
Har Shaam teri yaad aati hai!.
Har pal teri yaad itni aati hei ki,
Aaina hum dekhte hai aur Surat teri nazar aati hai!...

 0 People liked it
0 Ratings


Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain.

 0 People liked it
0 Ratings


Teri judai bhi hamein pyar karti hai, teri yaad bahot
bekrar karti hai, vo din jo tere sath guzare the,
talash unko nazar bar bar karti hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Mohhabat Ka gum hota bahut Hai,
Ke ab Ye Lafz Bhi Ruswa bahut Hai,
Udasi Ka Sabab Main Kya Bataun?
Gali Kochon Mein sannata bahut Hai,
Na milne Ki qasam Kha Ke Bhi Main Ne,
Tujhe Har Raah Mein dhunda bahut Hai,
Ye Aankhein Aur Kya Dekhein Kisi Ko,
Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bahut Hai,
Na Jaane Kyun Bacha Rakhe Hain Aanso,
Shayid mujhe Rona bohut hai,
Tujhe maloom To hoga mere humdum,
Tujhe Aik Shakhs Ne Chaha bahut hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Pyar me jo log daga dete hain,
Wo log ajeeb hote hain.
Pahunchaate hain ruh ko dard beinteha,
Jo log dil ki gahraiyon me base hote hain..

 0 People liked it
0 Ratings


Tum ho ke to dunyaa se bay-zaar kabhi daikho
Aankho’n mai’n kabhi utro, uss paar kabhi daikho
Aansoo ki haqeeqat to, hai zakhm se paiwastaa
Garr rooh pe tum khaa ker, ik baar kabhi daikho
Ho aankh jaha’n dard to aansoo ho kahaani
Aisee bhi koee dunyaa ik baar kabhi daikho
Dil toot na jaay gaa, garr tum jo kabhi khud ko
Aaeena-e-dunyaa mai’n bay-kaar kabhi daikho
Daikho gay kabhi tum bhi, ik doobti nayya ko
Saahil pe kharay ho ker ik baar kabhi daikho
Woh mujh se ye kehtay hai’n, chhoro ye ajab baatai’n
Jazbaat ki lughat mai’n, tum pyaar kabhi daikho
Parhtay jo meri aankhain, to jaan ye laitay woh
Kuchh log nahi’n kertay izhaar kabhi daikho
Auro’n ki tarah tum bhi, boli naa lagaa daina
Baahar jo mere ghar ke khareedaar kabhi dakho
Iss shor mai’n tum meri aawaaz dabaa dainaa
Garr log samaa’at se bay-zaar kabhi daikho
Bojhal jo meri aankhain daikhai’n to wo kehtay hain
Tum so ke to abb “VIRGO” ik baar kabhi daikho

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 301 - 310 of 3592, Page 31 of 360 pages.