Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3261 - 3270 of 3592, Page 327 of 360 pages.


Ek arsa huwa kisi ko pasand aye huye
”Riyaz” teri ankhon me samaye huye.
Sher ab na kahiye ke hai faqat ye kuch
Jo aaj hai kisi ko is kadr uljhaye huye
——————————- – - – - –
Maaf karna hume agar gustakhiya ho jaye,
Hum hosh me nahi hum hai kabziyae huye
—————————— – - – - – -
Ja ko agar takalluf na ho kisi bhi cheez ka
To farmaya ke hum tere ghar se aye huye
—————————- – - – - – - –
Manzar kuch is kadar na ho ke tufaan aa hi jaye
Teri tuti huyi tasveer ko seene se hai lagaye huye
————————– – - – - – - – - -
Afsos ke kuch pal to kaat diye maine tere sath sath
Ke ab chale kahi aur hum ‘paimane’ larkharaye huye
———————— – - – - – - – - – -
Mukaddar ye nahi ke juda ho rahe hai hum,
Mukaddar ye ke dhago se hum hai hilaye huye.

 0 People liked it
0 Ratings


Pyaar kya tha yeh nahi pata,
Pyaar kya hai yeh bhi nahi pata,
Bus itna jante hai ki woh humse door hai,
Magar phir bhi unka naam humare jine ka shara hai.
Meri har jaroorat ka dhyan rakhti ho tum,
Bin kahe har baat samajh jaati ho tum,
Iss kadar pyaar paya hai maine tumse,
Jab bhi saans loon yaad aati ho tum.
Jab do log ek doosre se pyaar karte hai,
Bin kahe har baat woh samajh jate hai,
Juban se toh kuch bhi kehte nahi hai,
Aankon se dil ka haal bata jate hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Dosti ke liye deewane chale aate hai,
Shama ke piche parwane chale ate hain,
Tumhe yaad na aayi par aana meri maut par,
Us din to begane bhi chale aate hai.

 0 People liked it
0 Ratings


jis insaan par khuda ka karam hota hai,
manzil hai door usse ye uska bharam hata hai,
chahe hon laaakh kante raaah me uski,
har kaanta phoolon ki tarha namm hota hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Kia Tum Bhi ??
Sham Ki Dehleez Pay Aas Ka Diya Jalatay Ho
Aur Kisi Berg.E.Awara Ki Aahat Per
Derwazay Ki Janib Bhaghay Jatay Ho
Kia Tum Bhi??
Derd Chupanay Ki Koshish Kertay Kertay
Akser Thak Say Jatay Ho
Aur Bin Karun Muskatay Ho
Kia Tum Bhi??
Neend Say Pehlay Palkoon Per
Dhairoon Khawab Sajatay Ho
Ya Pher!!!Bykhawab Jazeeroon Mae
Rootay Rootay So Jatay Ho
Kia Tum Bhi??
INTIKHABE NAFEES

 0 People liked it
0 Ratings


Tu hai meri subha mein tu hai meri raton mein !
Tujse aur kya kahun tu agar hai to main qush hoon !
Sirf waham hai mera ya ke tera jadoo hai !
Har waqt mere qayalon mein tu chali atihai !
Lagta hai ke phoolon mein sirf teri qushbu hai !
Phir bi dil udaas hai tere ishq mein………..!
Lamha lamha tere bin zindagi adhuri hai !
Tujko khoke jana hai kitni tu zaroori hai !
Chand tare dekho to ye bhi nazar ata hai !
Kahkashan ke raste mein tera ghar bhi ata hai !
Phir bi dil udaas hai tere ishq mein………..!
Har phool ki ajab kahani hoti hai .!
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai .!
Kahi koi zakahm nahi hai .. phir bhi koi dard ka ehsaas hai ..!
Lagta hai dil ke ek tukda aaj bhi us ke paas hai…!!
Phool khilte hai Baharon ka sama hota hai !
Aise mausam me hi ti pyaar jawan hota hai !
Dil ki baton ko hoton se nahi kahte !
Ye afsana to nigahon se bayan hota hai !
Zindagi Jine ki qabil nahoti..!
Agar qudane duniya banayi na hoti..!
Koi mauth ki tamanna na kartha..!
Agar Mohabbat mein Bewafai na hoti..!!

 0 People liked it
0 Ratings


Kabhi ruth na jana,
Mujhe manana nahi aata,
Kabhi dur na jana,
Mujhe pass bulana nahi aata,
Agar aap bhul jao to apki marzi,
Mujhe to bhul jana bhi nahi aata.

 2 People liked it
0 Ratings


Kuch Rishtey Uparwaala Banaata hai,
Kuch Rishte Log Banaate hain,
Par wo, log Bahut Khaas Hote hain,
Jo Bina Rishte ke Koi Rishta Nibhate hain..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3261 - 3270 of 3592, Page 327 of 360 pages.