Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3361 - 3370 of 3592, Page 337 of 360 pages.


najar se dur rehne wale ne mujhe shayad dil se bhi dur kar diya,
kabhi vada kiya thahamne hasane ka aaj usi ki yado ne rone par majboor
kar diya

 0 People liked it
0 Ratings


Khwab samajhkar bhula diya,
Meri chahat ka kya khoob sila diya.
Mehfil me thi tanhaai,
Andhera door karne ke liye unhone hume hi jala diya.

 0 People liked it
0 Ratings


Saawan aaye yaa naa aaye yaad kisseekee aatee hai
Mere dil ke armaanon ko Tees koyee de jaatee hai
Meethaa saa ehsaa huaa is pyaasee dil kee DhaDkan men
Naach rahaa hai mausam jaise aor kali muskaatee hai
Ek hawaa kaa jhonkaa aayaa aor khushee kee lahar uthee
Mere soone aangan men ik khushboo see lahraatee hai
Jeene kee chaahat ko dekho ek nayaa andaaz milaa
TooTe mandir men bhee jaise jyot koyee jal jaatee hai
Bahut dino se baat huee naa aor na koyee khat aayaa
Par sapne men jab vo aate neend meree uD jaatee hai
Shrikrishan Makhija

 0 People liked it
0 Ratings


Riyaz-   ”Jinhe zaurat hoti hai humare pyaar ki
Unhe parwah nahi hoti kisi bhi kimat ki
Aur phir mera pyaar to har ek dil me hai
Use yu shama na banaiye kisi zeenat ki
Aur wado ko jo bhulate wo hi wada karte hai
Wada jo nibhate hai wo koi wada nahi karte hai
Mar jate hai mit jate hai ehsas nahi karate hai
Ankho me lahu baha ke ikrar aeyse karte hai


“ek wada bhi agar tujhe yad na rha to hum jyada ki chah kyon karte,

kiya hota agar pyar tune to hum kimat ki parwah kyon karte,
teri aankhon se jo lahu baha wo kisi aur ke liye hoga
agar hota humare liye to hum marne ka gunah kyon krte..”



sapna bishnoi

 0 People liked it
0 Ratings


ek shayar ki faryaad suno, uski zubani,
dard-e-dil ki dastaan suno, uski zubani|
dil laga baitha tha woh, ek ajnabi se,
adhure pyar ki nayaab kadi suno, uski zubani|
ek dil hai, ek dilbar hai, ek gulistaan,
is sehere ki rudali suno, uski zubani|
in tanhaiyon ki gali mein, kaisa shor hai barpa,
koi diljala roya hai, uski zubani|
Nikhil Diwakar

 0 People liked it
0 Ratings


KOI ACHHI SI EAK SAZA DO MUJHE,
CHALO AISA KARO AAZ RULA DO MUJHE.
AAP KO BHUL JAU TOMAUT AAYE MUJHE,
APNE DIL KI GAHRAI SE YE DUA DO MUJHE.

 0 People liked it
0 Ratings


Agar jawab doge to baat karenge! Nahi doge to intezar karenge! DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak aap ko har pal YAAD karenge….
Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?
Pal Pal tarsii hu is PAL ke liye, Yeh Pal aaya bhi Tha kuch PAL ke liye, Socha tha ise Zindagi ka ek HASIIN Pal banau per Yeh PAL bhi Tehre Kuch Pal ke liye…
Dhur nigaho se bar bar jaya na karo, Dil Ko is tarah tadpaya mat karo, tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum, Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…….
Nazar Andaz kaisa kare Aap ko, Nazaro mai B hai Aapko, Yaad Ane par Roye bhi tho kaise, Darte hai, Jhuki jo Palke tho Chubhegi Aapko………….
Khat ki shuruaat ek chooti si mazak se…Mazak Dard ban jayega yeh malum na tha.. Samjthe the Jisse Hum Aapna “YAAR”. wo “PYAAR” ban jayega Malum na tha…!!
Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya karte hai aur sitaro se unka zikar kiya karte hai who aaye na aaye khawbo mai fir bhi hum unka intezar kiya karte hai….
Tanhai mai fariad kar sakte hai.. Virane ne ko Aabad kar sakte hai, Kya hua Aapse Mil nahi sakte, Sachhe DILSE Aapko yaad tho kar sakte hai……….
Royegi aakhe Muskurane ke baad, Aayegi raat Din Dhaljane ke baad, O Janewale Zara mud ke Dekh, Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad……….

 0 People liked it
0 Ratings


Mujhe sulane ki khatir jab raat aati hai,
Mein so nahi pata raat so jati hai,
Puchne per dil se aawaz aati hai,
Aaj yaad karlo raat toh roz aati hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3361 - 3370 of 3592, Page 337 of 360 pages.