Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 331 - 340 of 3592, Page 34 of 360 pages.


tu nahi hai, tere pyar ki nishani mere pas hai,
salon se bacha rakhi hai, chot ek purani mere pas hai,
dard hai par neeend ki kami nahi hai mujhe,
maan ki ek pariyon ki kahani mere pas hai,
mushkilen hain abhi age behisaab to kya hua,
hausala hai,josh-e-jawani mere pas hai,
hansi tumhare pas hai,kehkahe tumhare pas hain to kya hua,
kisi bhookhe bacche ke liye aankh main pani mere pas hai,
na chah kar bhi ho jate hain dil tujh pe fida “Marasim”,
na jane kaisi subz ada-e-mastani tere pas hai..
——– Himanshu Sharma “Marasim”

 0 People liked it
0 Ratings


Kuchh rishte khuda banate hain,
Kuchh rishte log banate hain.
Kuchh log bina rishte ke hi rishta nibhate hain,
Shayad wahi dost kahlate hain.

 0 People liked it
0 Ratings


Phoolon ki tarah lagti ho
Chandan ki tarah mahakti ho
Khud bhi tum gamakti ho
Auro ko bhi gamkati ho
Tum rajni gandha ki tarah lagti ho
Badal ki tarah barasti ho
Sawan ki tarah andheri raton main
Bijli ki tarah chamkti ho
Barsat ki suhani rato main
Khud bhi pagal ho jati ho
Auro ko bhi pagal kar deti ho
Tum morni ki tarah lagti ho
Titliyon ki tarah ithlati ho
Jab phoolon ko dekhti ho
Bulbul ki tarah chahkti ho
Jab ‘Avinash’ ko dekhti ho
Khud bhi tum bahakti ho
Auro ko bhi bahkati ho
Tum ‘Basanti hawa’ ki tarah lagti ho.

 0 People liked it
0 Ratings


Tabeer jo Mil jati to ik khwab Bahut tha.
Jo shaks ganwa Baithay hain Nayab Bahut tha.
Me kaise Bacha leta Bhala kashti-e-dil ko
Darya-e-Mohabbat me sailab Bahut tha.
————————

 0 People liked it
0 Ratings


Mujko teri awaaz se khushboo aati hai,
aur khushboo me rang dekhaai dete hai,
tu jaab nahi hai taab tu hai saat mera,
nelo se chute hai tujko haat mera ,
badal,tettle,phool,hawa,pani,
ye saab tera rup dekai deeta hai,
me hoo ,tera naam hai teri baate hai,
har dhurata tera afsaana ho mujko to ab hoosh nahi,
tu hi bata me tera deewana hoo.

 0 People liked it
0 Ratings


Kash hamari zindagi kuch is tarah hoti
Kash duniya ke sare log bahut khush hote
Kash duniya ke sare log har pal muskurate
Kash jise hamari jarurat he hum unka sath de pate
Kash hum bhukho ko khana de pate
Kash aj ke bache apne mata pita ko chhodkar na jate
Kash bache apne mata pita ke sapne sach kar pate
Kash ye duniya itni khushhal hoti
Kash kisi ka kisi se ber na hota
Kash..me har pal sochta hu kab
is kash ko hum sachai bana paenge
Ya yu hi apne zindagi ko
ek kash bana kar chhod denge.
Sochokya hum is kash ko sachai bana paenge?
Bhagwan ap sab ko har pal khush rakhe .
Ho sake to kisi ki madat karo kisi ka dil na dhukao..

 0 People liked it
0 Ratings


Hello frnds!!!
Tarasti He Meri Aankhe,
Aapke Chahre Par Hasi Dekhne K Liye..
Taraste Mere Honth,
Aapke Labo Ko Chune K Liye..
Tarasti He Meri Suni Bahe,
Aapki Baho K Liye..
Tarasti He Meri Sanse,
Aapki Sanso K Milen Ke Liye..
Taraste He Ye Badal
Hum Dono Ko Bhigone K Liye..
Tarasti He Ye Hawa,
Hamari Ruh Ko Ek Karne K Liye..
Tarasti He Meri Ye Aawaj,
Tera Naam In Vadiyon Me Gujaane K Liye..
Tarasti He Meri Jaan,
Sirf Aap Ko Paane K Liye..

 0 People liked it
0 Ratings


Main Kabhi Batlata Nahin
Bar main daily jaata Hoon Main Maa
Yun To Main ,Dikhlata Nahin
Daru pikar roz main aata hun Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa
Theke Mein Yun Na Chhoro Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Puaa lene Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Ghar bhi bhul jaoun main Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
2 peg whiskey dete the main Jhool jaata tha Maa
Meri Nazar Dhoondhe theke
Sochu Yahi Tu mujhko nazar na aa jaye Maa
Daru main itna pita nahi
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aane Deta Nahin
Lekin main ludak jaata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 331 - 340 of 3592, Page 34 of 360 pages.