Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3431 - 3440 of 3592, Page 344 of 360 pages.


Aaj bhi kayi sawal hai is dil mai,
Pyar ka gam bezuban hai is dil mai,
Kuchh keh nahi pata ye dil,
Us dil ke liye aaj bhi pyar hai is dil mai..

 0 People liked it
0 Ratings


Apni tanhai ka aalm tujh ko batau kaise
apni barson ki tadap chupaon kaise
raha na jaye mujh tere bin ab
main apne dill ko samajhau kaise
najane kasi kashish hai tujh main
main apne jazbat ko rok pau kaise
najne kaisi aas hai tujh se
main apni umeedon ko rok pau kaise
bara dilnashi hai ahsas tera
main is ahsas se bahar aon kaise
pata nahi kaisa he ye diwanapan
main apni diwangi ko rok pau kaise
bare pyar se sajaya hai sapna ye apna
main apne in sapnoo ko tor pau kaise
main yahan tu wahan
main apne ap ko smbhal pau kaise..

 0 People liked it
0 Ratings


Lamhon ka hiasb Rakhte ho
Zindagki ka hseen Kitab rakhte ho
Fursat Mile to Likhna Kabhi
ka Mujhe Dil se yaad karte ho?

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

 0 People liked it
0 Ratings


Lamhon ka hiasb Rakhte ho
Zindagki ka hseen Kitab rakhte ho
Fursat Mile to Likhna Kabhi
ka Mujhe Dil se yaad karte ho?
.

 0 People liked it
0 Ratings


Tumhari lovely aankho ne,
Hame aise attract kiya,
Ke sabko neglect karke,
Tumhe hi select kiya.

 0 People liked it
0 Ratings


Kismat meri iss kadar roothi mujse,
Karib dikhti manzil, tho door ho jaati mujse,
Har raat adhure khwab dikhata mujhe,
Ab tho ye palke bhi nafrat karne lagi unn raaton se.
Haaton ki lakiron k bharose the hum,
Ki jalde he mil jaaye manzil hume,
Per Iss kadar badla lakiron ne rah apna,
Ki bhatk gaye rah main uss k.
Har baar kisi ko pane se pahele he, Kho dete
Jisse apna banana chaha, wo humse rooth jaate
Yeh kismet bhi na meri,
Har baar dil tode deti,
Todne se behtar, na jaane mujhe maut kyun na de-deti.
Yeh kismet bhi na meri, haad kar deti har baar
Na jaane kyun, majboor kar deti
Jinee ko har pal.
Ab jiya bhi na jaaye humse,tanha iss jaha main
Koi tho ban jaa-o wazood,mera jine ka iss jaha main.

 0 People liked it
0 Ratings


RETH PE NAAM KABHI LIKHTE NAHI
RETH PE LIKHE NAAM KABHI TIKTE NAHI
LOG KEHTE HAI KI HUM PATTHAR DIL HAI
LEKIN PATTHARON PE LIKHE NAAM KABHI MITTE NAHI
ZINDAGI KE ZEHER KO AMRUT BANAKAR PI GAYE HAI
SHUL ME BHI FUL JAISE MUSKURAKAR JI RAHE HAI
MAUT BHI UNHE KYA CHU SAKEGI
JO LAKHO DILO MEIN PYAR BANKAR JI RAHE HAI
KANTO KO CHUNA SIKHAYA NAHI JATA
PHULON KO KHILNA SIKHAYA NAHI JATA
KOI BAN JATA HAI KHUD HI APNA
KISIKO APNA BANAYA NAHI JATA.
TADAP KE DEKHO KISIKI CHAHAT MEIN
TO PATA CHALE KI PYAR KYA HOTA HAI
YUN HI MIL JAYE HAR KOI RAHO MEIN
TOH KAISE PATA CHALE KI INTEZAR KYA HOTA HAI
PYAR SE TAB TAK PYAR MAT KARO
JAB TAK PYAR TUMSE PYAR NA KARE
AGAR PYAR TUMSE PYAR KARE
TOH USE ITNA PYAR KARO KI
WOH KISI AUR SE PYAR NA KARE

 0 People liked it
0 Ratings


Ajib hoti ye chandni raate
jab do pyar karne wale hote hai santh me
to sari jagah ye khusiyu ki chandni bhikherti hai
chand aur chandni ke santh santh hone ki kahani
sunati hai , ajib hoti ye chandni raate
jab apka meet hota hai apse dur
tab bhi ye do dilo ko jodhti hai
ye batati hai ki kitne dur hai chand aur chandni
phir bhi dono santh santh hai
ajib hoti ye chandni raate .

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3431 - 3440 of 3592, Page 344 of 360 pages.