Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3461 - 3470 of 3592, Page 347 of 360 pages.


Abhi Chalna Hai Raste Ko Manjil Maan Lun Kaise,
Mashiha Dil Ko Apni Jid Ka Katil Maan Tun Kaise,
Jin Uchaeyon Ko Chhune Ki Hasarat Hai Es Dil Me,
Unhe Chumen Bina Khud Ko Khud Maan Lun Kaise.

 0 People liked it
0 Ratings


Iss Be Naam Se Rishte Ko Nibha Jao Kisi Din
Jo Mil Jaye Fursat Toh Paas Aao Kisi Din
Milta Hai Sabhi Ko Sab Kuch Ye Suna Hai.
Mujhe Toh Faqat Tum Hi Mil Jao Kisi Din
Barsoun Se Yeh Mera Dil Qali Hi Pada Hai
Tum Apne Naam Ki Hi Taqti Laga Jao Kisi Din
Barsoun Ki Mohabbat Ko Kis Tarah Bhula Dete Ho
Mujh Ko Bhi Aisa Hunar Seekha Jao Kisi Din
Muqaddar Me Jo likha Hai Kabhi Naa Mitega
Fursat Mile Toh Dil Ko Yeh Baat Samjha Jao Kisi Din...

 0 People liked it
0 Ratings


Hamari nazron Me aur dil me
yun he samaye raho to bas hai
Nahi hai Gairon se koi matlab
ju tum hamare raho to bas hai,
kaha ka zoh-do amal wa-taqwa
faqat mohabbat ka hai sahara
Jaha sambhala hai tumne ab tak
wahi sambhale raho to bas hai,
nahi hai dawa-e-qabiliyat
Mohabbat tumhari hamari izzat
Jala kare mujse jalne wale
tum muskuraye raho to bas hai,
Tera adna hai ek sag-e-dar
hussaini kehte hai jis ko aksar
tum apne dar par he ta qayamat
use baitha-e-raho to bas hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Bana gaya hai diwana ek shawab tumhara,
Jaga hoon to yad tumhari soya hoon to khwab tumhari.
Apne haathon se yun chehre ko chupate kyun ho,
mujh se sharmate ho toh yun samne aate kyun ho,
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,
pyaar karte ho toh phir pyaar chupate kyun ho.
Use Mat Dhoondho Jo Aapke Paas Nahi,
Kya Faida Uske Intezaar Mein Jiski Koi Aas Nahi,
Sirf Ek Baar Halke Se Nazar Utha Ke To Dekho,
Shayad Koi Aapki Ek Jhalak Ke Liye Bekarar Ho.
Jami Kagaj ki ban jaye samander raushnai ka,
Fir bhi jikar na ho paye sanam teri bewafai ka.
Garibi tod deti hai jo rishte khash hote hai,
Paraye bhi apne hote hai jab paise pas hote hai.
Pyar main suda karne ki aadat hai in amiron ki,
Le leti hain jan hum jaise garibon ki.
Saja jo mere name likhi thi wo kisi ki jindgi se judi hui thi,
Usne jo batai raste wo hathkadiyon se bhari hui thi.
Surat na dekhkar kab tak sabar karun ? Aankhe
To band kar lu, iss dil ka kiya karun..

 0 People liked it
0 Ratings


Tum Jise Naseeb Ho, Yeh Uska Naseeb Hoga,
Mere Naseeb Mai Teri Yaadein Hi Sahi,
Tu Na Sahi Teri Di Hui Yeh Yadein Hi Sahi.
Teri Yaadon Mai, Yeh Sari Jindagi Gujar Jayegi,
Inka Koi Dar Nahi Kyunki Yeh Sirf Meri Hain,
Aur Yeh Wada Hai Yeh Na Kabhi Teri Tarah Jayengi.

 0 People liked it
0 Ratings


Thoda Pyar Thoda Sahaara Mil Gayaa
Humko Ek Aur Kinaara Mil Gayaa
AapSe(Aap Jaise) Apne Paake Hume
Thoda Aur Likhne Ka Ehsaas Mil Gayaa
Thoda Kuch Khat Mein Likha Jo Paayaa
Phir Kuch Likh Jaane Ka Jazbaa Humme Aaya
Aapse Hausla Paakar Humne
Ek Aur Kavita Sa Nagma Gungunaaya.

 0 People liked it
0 Ratings


Apni Nazroon se jo gir jaye woh chera na bana
Mujh ko lamhe-a-fursat ka kilona na bana
Saikaron raste hain ajnabi ho jane ke
Tark karna hai talook ka bahana bana
Jhoot ehsaas ki qandeel ko booja deta hai
Muhje insaan samja khud ko firishta na bana
Apni yaadein tu mere dil main basii rehne de
Iss mehakte hoay gulzar ko sehra na bana
Mein tu pehle hi zakhum lie phirta hoon
Muhje ab shehar dard-e-tamsha na bana
Thak gaya hain mere ehsaas ki aakhaein FARHAN
Nqash-e-deewar per ab koi afsana na bana

 0 People liked it
0 Ratings


Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya kartehai
aur sitaro se unka zikar kiya karte hai
woh aaye na aaye khawbo mai
fir bhi hum unka intezar kiya karte hai…
Royegi aankhe Muskurane ke baad,
Aayegi raat Din Dhal jane ke baad,
O Janewale Zara mud ke Dekh,
Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad.
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,
Dil Ko is tarah tadpaya mat karo,
tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum,
Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo.
Agar jawab doge to baat karenge!
Nahi doge to intezar karenge!
DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak
aap ko har pal YAAD karenge..
Judai aapkirulati rahegi,
yaad aapki aati rahegi..pal pal jaan jati rahegi,
per jab tak jism me jaan hai..
har saans pyar k wade nibhate rahenge !!!

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3461 - 3470 of 3592, Page 347 of 360 pages.