Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3511 - 3520 of 3592, Page 352 of 360 pages.


chhod ke jana hi tha to
daaman thama hi kyun tha
hath chhudana hi tha to fir
hath thama hi kyun tha
hum to kehte rahe na uthao
kadam in pagdandiyon pe
bich safar me sath chhodna tha
to kadam badhaya hi kyun tha.
khabar thi tumhe k ye raahein
kitni kathin hain
inme sirf kaantein hin hain
na kahin koi phul hai
par chalna chaha tha tumne
mere sath sanam
ab jab saamne manzil hai
piche mudke dekha hi kyun tha
piche to rote bilakhte log hi milenge
har tarf sirf dard bhare chehre dikhenge
jaante the tum ye sab
oo mere humsafar ye hoga
ab unki iss haalat pe tum
dil me pachchtate kyun ho
jaan ab mere sath se ab
tum ghabrate kyun ho????

 0 People liked it
0 Ratings


Ghum Ki Barish Ne Bhi Tere Naqsh Ko Dhoya Nahin
Tu Ne Mujh Ko Khoo Diya, Meine Tujhe Khoya Nahin
Jaanta Hoon Ek Aisay Shakhs Ko Mein Bhi
Ghum Se Pathar Ho Gaya Lekin Kabhi Rooya Nahin.

 0 People liked it
0 Ratings


Mohabbat Ko Majburi Ka Naam Mat Dena,
HaKeeqat Ko Hadso Ka Naam Mat Dena,
Agar Dil Mein Ho PYAR Kisi K Liye Toh,
Usse Kabhi DOSTI Ka Naam Mat Dena.!!.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Kuch khoye bina hamne paya hai,
kuch mange bina hame mila hai,
naz hai hame apni takdir par
jisane aap jaise dost se milaya hai !
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Good Relations dont Need any Promises,
Terms or Conditions.
It just Needs two Wonderful People
“One who can Trust
& One who can Understand”
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Stars are unapproachable,
Sun is very hot,Moon is too far,
So God gave me some friends like U,
So that i can say..
“I HAVE MY OWN LITTLE UNIVERSE..
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Can u close Ur eyes for a minute please.
Thank u.
did U feel how dark it was?
This is my life
without a sweet friend like YOU!!
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Aap sochte honge ki hamari
aur se aanewale sms ka
silsila kab khatam hoga?
Janab ye to EKTA KAPUR
ke serial jaisa hai.
NEVER ENDing.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
A Heart die’s when it is
not able to share its feelings.
But a heart kills itself
when another heart
doesn’t understands its feelings.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Dear Friend
I can’t give SOLUTIONS to
all of life’s problems,
but i can listen to u,
&together we’ll search for an ANSWER.
I can’t keep u’r FEET from stumbling,
i can only offer my hand
that u may grasp it & not FALL.
I can’t keep u’r HEART from breaking or hurting,
but i can cry wid u & help u SMILE again.
I can’t PROMISE u HAPPINESS ALWAYS
but I can only SHARE wid u what life offers.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Pal 2 pal ki khushiyo k liye,
7 jo tera chooda hai,
Umrr bhar k liye,
Humne dukho se nata joda hai,
Tum sang kitne khush the hum,
Mere dard k aage aaj Asmaan b thodda hai,
Tum the hamare,
To begane bhi apne the,
Jate hi tere mere apno ne bhi muhh moda hai
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Is hawa me khushbu hai tumhari,
Is chand ki Roshni me surat hai tumhari,
Is Dil se jo mar kar bhi juda na ho sake,
Wo sirf or sirf dosti hai tumhari
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Once in a lyftym sum1 breaks ur heart,
n if u stil feel 2 hold tht person
wid evry broken piece.
That AMAZING pain is calld TRUE LOVE.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Some people have nice EYES
Some people have nice SMILES
Others have a nice FACES
But my Friend U r Lucky,
I have all of them
with a NICE HEART
:-):-)
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Stars r seen together,
yet they r so far apart.
Good friends may not speak everyday,
but remember they r always linked
“HEART TO HEART”.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Mohabbat ki har gali gumnam kyon hain,
judai aur maut ishq ka anjaam kyon hain,
log dete hai ise naam khuda ka,
toh phir yeh mohabbat itni badnaam kyon hai.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Being happy doesn’t mean
tht everything’s perfect.
It just means you’ve decided
to see everything beyond the imperfections.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Never walk away from true friends,
even when you see some faults.
Realize that nobody is perfect.
It’s the affection that matters,
not perfection.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*
Dil zindagi se bezar hai malum nahi kyon,
Seene me saans hai malum nahi kyon.
Iqrarewafa yaar ne har ek se kiya,
Mujh se hi bas inkar hai malum nahi kyon.
*~*~*~*~*~*~*~*~*
*~*~*~*~*~*~*~*~*

 0 People liked it
0 Ratings


Ashkoan ki barsaat degayee wo jaate jaate,
Aahon ki saughaat degayee wo jaate jaate.
Dil ne chaha tha bhar lenge use baahon me,
Aarzuon ki bouchhar degayee wo jaate jaate.
Badhaya jo khadam maine use chhune ke liye,
Rahao me kanten bikhair gayee wo jaate jaate.
Lada tha maine dunya se jiski khatir,
Hami par waar kargayee to jaate jaate.

 0 People liked it
0 Ratings


Ye dil udaas hai bahut
Ye dil udaas hai bahut koi paighaam hi likh do
tum apna naam na likho chalo gumnaam hi likh do
Meri kismat me gham-e-tanhai hai lekin
tamam umr na likho magar ek shaam hi likh do
Ye janta hoon ke umr bhar tanha mujhko rehna hai
magar pal do pal, ghadi do ghadi mera naam hi likh do
Chalo hum maan lete hain saza ke mustahiq thehre
koi inaam na likho, koi ilzaam hi likh do
———— ——— ———
Hamare Jaise Nahi
Thaame Rakhna Haath Hamara Aise Hi
Dete Rehna Saath Zindagi Bhar Aise Hi
Yu To Milenge Zindagi Mein Chahne Wale bahut
Milenge To Bas Hamare Jaise Nahi
———— ——— ———
Zindagi
Zindgi se hamne kabhi kucch chaha hi nahin
Chaha jise bhi kabhi paya hi nahin
Jise paya use kucch yun kho diya
Jaise zindgi me kabhi koi aaya hi nahin
———— ——— ———
itna intzaar hai
ik baat puchte rehte hain hum,
bhagwan se fariyaad mein,
aisa kya hai unki har baat mein,
kyun aati hai bar bar woh meri yaad mein,
kya bhagwan yahi woh pyar hai,
jisko milne ke liye kiya,
hamne itna intzaar hai.
———— ——— ———
kuchh mausam sapne lagte hain
shabnam ke katron mein kaise khiza ke rang jhalakte hain
phoolo ke chehro se kushboo ke moti bikharte hain
hawao ki rawani se aati hai sargam kar rimjhim
jab pani ke lehron se voh atkheliya karti aati hai
pairon ke kitaron mein phir thandak bansane aati hai
jab suraj se mil kar sham suneheri ho jati hai
kuch mausam sapne lagte hain kuch mausam apne lagte hain
par dost mile tum jaisa to sub mausam sache lagte hain
zindgi ki tanha lehron mein jo dosti ke moti pirote hain
voh phoolon ki traha dil ki rahon ko mehkate hain
———— ——— ———
dil dhadakta hai usi ke liye
mana ki ham bhula nahi paate unhe ek pal ke liye
par yu roya bhi nahi jaata ek pal ke liye
mila jo yu wo milkar bichhad gaya zindgi ke liye
unhe dil se nahi lagaya jaata dillagi ke liye
mana ki ye baat har kisi ko lagti hai sacchi
par har ajnabi nahi hote jamane mein bhulane ke liye
yu to khuda se jo maanga wo paya dua mein
par har dua kahan kabul hoti hai har kisi ke liye
wo aayega na lautkar fir kabhi ye jaante hain
fir bhi dil dhadkta hai aaj bhi usi ajnabi ke liye
———— ——— ———
Jaan
Hasdi Rahe Hamesha Meri Jaan
Kar Dewaan Jind Main Ohton Kurbaan
Dekh Ke Lok Khush Ohnu Ho Jande Ne Hairaan
Ki Banke Oh Rahegi Hamesha Sadi Jind Jaan
———— ——— ———
Dua Rab se
Dua hai us rab se kabhi tumhain dard ka ehsaas na de
Pal koi aisa na guzre jab mushkilo me ham saath na de
Kisi saans me ham tumko bhule, rab hame aisi saans na de
———— ——— ———
Phir Yaad Aane Lage
Muddaton baad dekha unhe, Hosh kaise thikane lage
Ashq palko par aye meri aur lab thar-tharane lage
Jane kaise hawa ye chali, phool phir muskurane lage
Jinko mushkil se bhule the ham phir wahi yaad aane lage
———— ——— ———
nazar aata hai
mujhe pata nahin kya ho jata hai,
neend aati nahin or chain kho jata hai,
phir dil bechain ho jata hai,
or khwaab kuch aisa aata hai,
ki aap ka hath hamare hathon mein,
or sar hamare kandhe pe nazar aata hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Yeh shikayat nahi mere dil ki baat hai,
jise bhool jana hai woh tujhe kyun yaad hai,
tere jism ki chahat kisne ki hai,
itna kafi hai ki teri rooh mere paas hai,
ibaddat banane se pehle hi mohabbat kahin kho si jaati hai,
ishq ke is duniya mein kitne bebaas halat hai,
rooh meri pak ban gayi hai tere pyar mein,
is jism ki ab kya aukaad hai,
jo rulata hai mere dil ko dard deke,
kya batoon tujhe khuda kitna masoom woh insaan hai,
haath khali hai mere chahe toh chu kar dekh le,
kehti hai lakeerein humme chupa koi toofan hai,
thak chuki hoon ishq ke dard se,
jabki janati hoon abhi dard hona jawan hai,
chandani raaton mein aansoo se andhera geela karna,
yehi toh ishq ka bada pyara andaz hai,
kabhi waqt mile toh mujhse bhi mohabbat karke dekhna,
teri berookiyon ko aaj bhi mera adaab hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Paimaane Taras gaye ki yeh tere lab ki kashish hai
jalwagar tu mehfil me, yaa mere asaa’r ki Tapish hai
Har ek Wajah me bewajah tu mujhe talaashta hai
yeh koii shoukh hai yaa mujhe paane ki talab hai
ab to rang laane lagi hai meri bhi kai ummideein
tere harf-e-duaa se yaa mere ishq kaa kamaal hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Maine muh ko kafan me chhupa jab liya
tab unhe mujhse milne ki fursat mili.
haal-e-dil poochhne jab vo ghar se chale
raste me unhe meri mayyat mili..
vo jafa karke bhi qabil e qadar hai,
mujh ko meri wafa ka ye sila mila,
jeete je main to ruswa raha umar bhar,
bad marne mujh ko bhi tohmat mili,
Maine muh ko kafan me chhupa jab liya
tab unhe mujhse milne ki fursat mili
meri mayyat ko deewan ki Laash hai,
aisa kahker shaher me ghumaya gaya,
istarah unko shohrat khuda ki qasam,
meri rusvayion ki badolat mili,
Maine muh ko kafan me chhupa jab liya
tab unhe mujhse milne ki fursat mili.
ek hi shaaq per saaz do gul khile,
chaal qismat ki laikin zara dekhiye,
ek gul qabar per meri sharminda hai,
ek vo unki zulfaoon me izat mili,
Maine muh ko kafan me chhupa jab liya
tab unhe mujhse milne ki fursat mili.
haal-e-dil poochhne jab vo ghar se chale
raste me unhe meri mayyat mili..
This is my fav,,,,this is song by chandan daas.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3511 - 3520 of 3592, Page 352 of 360 pages.