Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3561 - 3570 of 3592, Page 357 of 360 pages.


Dear, friend.
I am Arzoo.
My first time and first shayari.
Khath likho to kiya likho likhne me dil lagta nahi.
Lakh koshis kartahoo pher bhi kalam chalta nahi.

 1 People liked it
0 Ratings

Mar gae kitne yahan par pyas se
Boond sagar me baras kar reh gai,
Hum sochte the aayega koi paegaam unka
Par fir ye nigaahein taras kar reh gai.

 0 People liked it
0 Ratings


KYA BYAAN KAROON MAIN TANHAI KA AALAM,
KOI ROOH TAK KO SAATH NA PAYE,
KISI KE SAATH KI EK KIRAN NA DIKHE,
AISE GUM KE KALE BADAL GEHRAYE.
SAHARA CHAHO AGAR KISI KA,
TO WOH BHI MEELON DOOR DIKHAI PADE,
DUNIAN SE TOH LAD BHI LE INSAAN,
BHALA IS TANHAI SE KAISE LADE.
TANHAI KE BARE MEIN POOCHNA HAI TO,
POOCHO BARISH KI EK BOOND SE REGISTAAN MEIN,
POOCHNA HAI TO US FOOL SE POOCHO,
JO KHILA HO AKELA GULSITAAN MEIN.
MEHFIL MEIN KUCH LOG HUNSTE HAIN,
PAR SAATH HOTI HAI UNKE TANHAI,
AURON KO KHUSH RAKHTE HAIN,
CHUPA LETE HAIN JAB BHI UNKI AANKH JHALKAI.
JAB JIVAN MEIN REH JAO AKELE,
KOI RAHE NA SAATHI BAKI,
YEH RAHEGI TUMHARE SAATH HAMESHA,
TANHAI KO BANA LO TUM SAATHI.

 0 People liked it
0 Ratings


Waqt To Humey Bhula Chuka Hai,
Muqaddar Bhi Na Bhula De,
Dosti Dil Se hum Isiliye Nahin Karte,
Kyunke Darte Hai,Koi Phir Se Na Rula De,
Zindagi May Hamesha Naye Log Milenge,
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge..
Aitbaar Zara Soch Kar Karna.
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge, Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar
Jayenge,
Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayenge,
Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye,
Door Hote Hoye Bhi Pass Nazer Aayenge..
Duniya ko Dekhtey Rahey jis Nazar se Hum,
Us Aankh Mein Humarey liye
Pehchan Bhi Na Thi..
Yahan Kisi Ko Hasb-e-Arzoo Na Mila ,
Kisi Ko Hum Na Milay Aur ,
Koi Humein Na Mila.

 0 People liked it
0 Ratings


Lehro se milkar na woh beh sake na hum,
ek duje ke Dil me na woh reh sake na hum,
jeet lete aasma ek din lekin, palkon ke khamoshi ko
hoto se na woh keh sake na hum…

 0 People liked it
0 Ratings


bahekta hay badaan kaysay..
nikalti hain yeh ahaain kyo..
yeh kaysee aag hoti hay..
pighalti hay yeh shaamaa kyo?

 0 People liked it
0 Ratings


Kuch lamhe “December” ke humne yun gujare hain,
Ki mausam teri yaadon k tasveer mein utaaren hain,
Kampkapate hoton se dagmagati dhadkan se,
Humne apne “rabb” se dua ye maangi hai,
Ab ki baar sawan me, jab bhi baadal utray tou,
Bas yehi tamanna hai, nafraton ki barish me,
Dushmano ki sazish me,bas issi gujarish me,
Zindgi ko jeene ka ikhtiyaar mil jaye,
Ae mere “Khuda” sab ko unka sacha pyar mil jaye.

 0 People liked it
0 Ratings


Intezaar
jab bhee chaha humne bhulaana tumko
dil nei har baar dhokha diya humko
gin gin kar sitaron ko humne bitai raatein
phool ki punkhariyon nei yaad deelai baatein
sooraj ki garmi nei jo sataya humko
chand ki thandak mei teri chahat nei pukara humko
koi keh dey jaa kar unsei, bahut karaya usnei intezaar humko
chale hain hum ab ore kafan, karvaayeinge ab intezaar unko.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3561 - 3570 of 3592, Page 357 of 360 pages.