Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 431 - 440 of 3592, Page 44 of 360 pages.


Sunaa dete jo haal-e-dil apna,
Daava hai un aankhon mein nami nahi aati,
Hota jo itna hi khyal unko mere dard ka,
To aaj hamein unki bewafai na sataati..

 0 People liked it
0 Ratings


Wo raat dard aur sitam ki raat hogi
jab ruksat unki baraat hogi
jag jate hain hum need se ye sochkar ki uss raat ek gair ke hatho mein
meri sari kayanat hogi.

 0 People liked it
0 Ratings


Kyu Rakhu Me Ab Apni Kalam Me Syahi,
Jab Koi Arman Iss Dil Me Machalta Hi Nahi,
Na Jaane Kyu Sabhi Shak Karte He Mujhpar,
Jab Ki Koi Sukha Phool Meri Kitab Me Milta Hi Nahi.
Kashish To Bahut He Mere Pyar Me,
Magar Kya Karu Jab Koi Pathar Dil Pighlta Hi Nahi.
Agar Khuda Mile To Usse Apna Pyar Maanglu,
Par Suna He Woh Bhi Marne Se Pehle Kissi Se Milta Hi Nahi.

 0 People liked it
0 Ratings


Diwali ke din kuch kami thi tum bin,
Na rang na roshni thi tum bin,
Na baarish na doop thi kahin bhi,
Fir bhi tapish thi tum bin,
Bahut roka hai aankho ko barasne se,
Fir bhi aankhon me nami thi tum bin.

 0 People liked it
0 Ratings


Kadam kadam pe havao se talluk rakhna,
dosti ke daure pe dosti ka aashra rakhna.
Hamari yaado ki khushboo jaroor aayegi,
Aap bas apna mobile switch on rakhna.
Soch ko badlo, sitare badal jayenge,
nazar ko badlo nazare badal jayenge.
Kashtiya badalne ke jarurat nahi,
dishao ko badlo kinare badal jayenge.
Bhagwan se pani manga to sagar diya,
phool manga to bagicha diya,
Ghar manga to mahal diya,
Aur paisa manga to aapka mobile number diya
Bolo kab lene aa jaun..
Na jane kyon hamse koi khafa rehta hai,
bina koi vajah hamse dur rehta hai.
Koi jaa ke unko bata de jara.
Unki muskan se hamari aankho mein noor rehta hai

 0 People liked it
0 Ratings


hum beech manzil mai thay kharay
asqaam ke chadar oray hoay
ankhon mai ayaare kay thay dailay
har lab peh drogh ke the chashnee
zubaan afwahon say na ho aajiz
gardaan hamara hai tha mehdood
jab thaan le hum nay sachae ke
tab nafs nay baghawat kar daale
har fard nay kia alwida
aur chor gay waqt kay saharay per
tab waqt nay hum ko na jana
aur chor gaya dorahay per
mojon mai sukoon he sukoon, baki
aur shor hai ashkon ke lehroon mai
ab shikwa karain tu kis say karain
koi pursan-e-haal he nahi apna

 0 People liked it
0 Ratings


Tumko jaante nahi, per chahate hain hum
Din bhar khojte nahi, per sochte hain hum
Tumhare dil mein rehte nahi, per tumhare hain hum
Tumko shayad paayenge nahi, per apnayen ge hum
Jeevan main shayad kabhi mil na paao,bas bichar jaao ge tum
Shayad humare na ban paao, per muskurao ge tum
Raat andheri hogi, phir-bhi jhilmilaoge tum
Humein aur koi nahi, bas yaad aao ge tum.

 0 People liked it
0 Ratings


Roz milta hun teri yadon se,
Chhalakta hai noor tera ankhon se.
Tadap raha hoon iss alam me,
Aur intezaar nahi hota ab meri sanson se..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 431 - 440 of 3592, Page 44 of 360 pages.