Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 441 - 450 of 3592, Page 45 of 360 pages.


Aap to badi hasrato ke baad hame yaad karate hai,
Aap ke bina mar jaayenge,
Ham tumhe itana pyaar karate hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Veja hai kisi ne ek gulab kitab main.
Ji chahta hai vej doon main dil jawab main.

 0 People liked it
0 Ratings


Unse Kah Do Meri Takdeer Se Jalna Chhod ,
Aree Hum To Ashiq Hai Agar Kafan Ki Dukaan Khole,
To Log Marna Chhod De…….

 0 People liked it
0 Ratings


Har kise ko nahi milata
yahaa pyaar jindage mein
khushanasib hain wo jinako hain mile
ye bahaar jindage mein
hothhon se honthh mile naa bhale
chaahe mile naa baahen baahon se
do dil jindaa rah sakate hai
chaahat kee bharee nigaahon se
julfon ke narma andheren hai
jismon ke garma ujaale hai
jeete jee jinko ko pyaar mila
Wo log bhi kismatawaale hai
Har kise ko .

 0 People liked it
0 Ratings


kaha us ne bharosa dil pe itna nahi kerte
kaha main ne mohabbat mein kabhi socha nahi kerte
kaha us ne bohut khush rang duniya k nazare hain
kaha main ne jab tum ho tu hum kuch dekha nahi kerte
kaha us ne main tum se door hon lakin tumhara hon
kaha main ne k sapne mein dil ko behlaya nahi kerte
kaha us ne tumhari chahat tumhain ruswayan de gi
kaha main ne shohrat se ghabraya nahi kerte
kaha us ne samajh jao samajh jao aey mere dost
kaha main ne k dewano ko samjhaya nahi kerte.

 0 People liked it
0 Ratings


Aisa bhi kya kisi ki jindgi hogi
Chahe jise wo kisi aur ki chahat hogi
Bhule se jise samajh baithe the apna
Wo kisi aur ki amanat hogi
Kaise sunaye hale-e dil apna
Ki ye bhi to tauhin Mohababat hogi
Agar ho jaye uski najre inayat hum par
Meri to isi jami par jannat hogi
Tamanna hai kabhi aaye wo dar par mere
Fir na mujhe kisi se koi shikayat hogi..

 0 People liked it
0 Ratings


Ek arsa huwa kisi ko pasand aye huye
”Riyaz” teri ankhon me samaye huye.
Sher ab na kahiye ke hai faqat ye kuch
Jo aaj hai kisi ko is kadr uljhaye huye
——————————- – - – - –
Maaf karna hume agar gustakhiya ho jaye,
Hum hosh me nahi hum hai kabziyae huye
—————————— – - – - – -
Ja ko agar takalluf na ho kisi bhi cheez ka
To farmaya ke hum tere ghar se aye huye
—————————- – - – - – - –
Manzar kuch is kadar na ho ke tufaan aa hi jaye
Teri tuti huyi tasveer ko seene se hai lagaye huye
————————– – - – - – - – - -
Afsos ke kuch pal to kaat diye maine tere sath sath
Ke ab chale kahi aur hum ‘paimane’ larkharaye huye
———————— – - – - – - – - – -
Mukaddar ye nahi ke juda ho rahe hai hum,
Mukaddar ye ke dhago se hum hai hilaye huye
Allah Hafiz..

 0 People liked it
0 Ratings


Door hi sahi, kinaara to hai.
Timtimaata hi sahi, sitaara to hai..
Ho jaati hai tumhari yaad se hi tasalli..
Tinka hi sahi. sahara to hai..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 441 - 450 of 3592, Page 45 of 360 pages.