Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 571 - 580 of 3592, Page 58 of 360 pages.


Intezar rehta hai har sham tera,
Rate kaati hain lelekar naam tera,
Muddat se baithe hain ye aas pale,
Ki aa jaega koi paigam tera..

 0 People liked it
0 Ratings


Hum Na Jeet Saken Wo Aishi Shart Lagane Lage,
Pyari Si Ankho ko Hamari Ankho Se Ladane Lage,
Jeet Jaten Par Palak Humne Jhapka li,
Qki  Unki Pyari si Ankho se Anshu Ane Lage.

 0 People liked it
0 Ratings


Mujhse mat pooch ki kyun aankh jhuka li maine,
teri tasveer thi jo tujhse chupa li maine,
jis pe likha tha ki tu meri muqaddar mein nahi,
apne maathe ki woh tehreer mita li maine,
har janm sabko yahaan sachha pyaar kahaan milta hai,
teri chaahat mein to umr bita li maine,
mujhko jaane kahaan ehsaas mere le jaayein,
waqt ke haathon se ek nazm utha li maine,
gheerey rehti hai mujhe ek anokhi khushbu,
teri yaadon se har ek saans saja li maine,
jiske sheron ko woh sunkey bahut roya tha,
bas wohi ek ghazal sabsey chupa li maine.
————————

 0 People liked it
0 Ratings


Meri tanhaian aksar ye mujhsey poocha karti hain,
Mohabbat kaisa bandhan hain
Mohabbat kaisey hoti hey to me izhaar karti hoon,
Mohabbat aisa darya hain,
Ke jis ma doob janey se bohat araam milta he.
Mohabbat ek khushboo hain jo ek angan ma mahakti he,
Mohabbat aisa sawan he jo ankho se barasta hain.

 0 People liked it
0 Ratings


Ghazal ka matlab likh raha hoon taki padhne walon ko ashaani ho :
Mera qatl kar ke soharat mili mere shagird ko. meri nigaah use takhti
rahi magar mujhse milne kabhi woh nahin aaya
Ghazal aap ki nazar..Aap ke Reply ka mujhe besabri se intazar
rahega.
Mera Qateel – Shayar
saaya tak uska nazar nahin aaya
kabra khudwakar be-khabar nahin aaya
mujhe sula kar, hua woh ruksat kahin
qateel mera wapas ghar nahin aaya
maut naseeb hui mujhe, saugat ki tarha
jab tak jeeya gam-e-safar nahin aaya
sohrat mili use mere jaane ke baad
mujhse milne mere mayyat par nahin aaya
be-sabra “nigaah” tak-ta raha magar
sham-ma bujh gayee woh shayar nahin aaya..

 0 People liked it
0 Ratings

Hatho ki lakiro me jeene ke ishare nahi hote
Kismat par jeene walo ko sahare nahi hote
Lehero se darkar kaha jaoge….
Bich sagar kinare nahi hote..

 0 People liked it
0 Ratings


Honton Pe Hansi Dekh Li Dil ke Ander Nahi Dekha,
Aap Ne Mere Gahmon ka Samunder Nahi Dekha,
Kitni khoob Surat Hai ye Duniya ye Dekha hai Aap Ne,
Jee Jee ke Marney Waloh ka Manzer Nahi Dekha,
Sheeshay ka Makaan Tu Ne Bana to Liya Hai Dost,
Lekin waqt ke Hath ka Pather Nahi Dekha,
Rishton ke Tootney ka Dard Tum Kya Jano,
Wo Lamha Tum Ne Kabhi Jee Kar Nahi Dekha,
Bhatkey Roshni ki Talash Mein Na jane Kahan Kahan,
Afsos ke Apni Rooh ke Ander Nahi Dekha.

 0 People liked it
0 Ratings


Tujh ko apni jaan ka salam likhenge,
Dil ki kitab mein arman likhenge,
Kash hum ko mil jaye asman ki hukumat,
Sitaro ki jagah par tera naam likhenge..

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 571 - 580 of 3592, Page 58 of 360 pages.