Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 691 - 700 of 3592, Page 70 of 360 pages.


puchhte hain log puchhne wale ki
zindagi ka hal to kya houa
zar-zar hai dar-o diwaar ki
gir chale hain kharaabi mere kaashaane to kya houa
kise khabar hai id ki
na roshan bazaar na mere kaashaane to kya houa
jaanta hoon sawaab-e-taaj zamaad ki
luft  hai ki mere khuda me to kya houa
Roshan kii churaag ghar “GEMANI” ki
Jale ghar mera apne hi loo se to kya houa
aage aatee thee haal-e-dil pe hansee kii
ab kisee baat par naheen aatee to kya houa

 0 People liked it
0 Ratings


asma lakh uncha ho par jhuk jata hai,
dosti me lakh bane rukawat ,
agar dost sachcha ho to khuda bhi jhuk jata hai.
Na jane kyon abhi ek aansu ankh se chhalka,
dil ko shayad aapki yaad aayi,
chahat hai itni aapse milne ki,
ke haste hue bhi aankh bhar aayi,
dil ke kone se ek awaz aati hai,
hame har pal aapki yaad aati hai,
dil puchta hai bar bar humse,
jinhe hum yaaad karte hai,
kya unhe bhi hamari yaad aati hai.
Dosti Ki Hai To Nibha Kar Dikhayenge,
tere Liye Hum Duniya Se Bhi Ladd Jayenge,
tu Ek Baar Kah To Sahe,
tere Liye Is Duniya Se Bhi Rukhsat Ho Jayenge
dosti hoti nahi bhool jane ke liye,
dost hote nahi bichhad jane ke liye,
dosti karke khush rahoge itna ki,
waqt nahi milega aansu bahane ke liye.
Kuch rishte anjane me ban jate hai,
phle dil fir zndagi se jud jate hai,
Kehte he us daur ko shayad DOSTI,
jisme log zndagi se pyare ho jate hai

 0 People liked it
0 Ratings


Mein Haqeeqat Yun Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey
Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey!
Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey
Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya
Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey
Jaaney Kya Aadmi Tha, Na-Aashna Lagta Tha Woh
Kar Gaya Sarey Shanasaaoun Se Be-Gaana Mujhey
Aisey ChhupChhup Kar Kahan Tak Zahmat-e-Jalwa- Gari
Hashar Jo Bhi Ho, Nazar Aa Be-Hijabaana Mujhey
Meri Tark-e-May Kashi Per, Meri Har Tauba Ke Baad,
Ehtiraaman Leney Aaya Meer-e-May Khaana Mujhey
Har Naye Saaqi Ne Uff! Hasb-e-Riwayat He Diya
Meray He Khoon-e-Jigar Se Bhar Ke Pemaana Mujhey
Dekh Kar Iss Dil Ki Thandi Aag Mein Jaltey Howye
Hogay Rukhsat Dua ayen De Ke Parwana Mujhey...

 0 People liked it
0 Ratings


Har Baar Unki Salamati Ki Dua Karenge,
Unki Aarzo Me Apni Hasti Fanaah Karenge,
Woh Chahe Daaman Bacha le Humse Lekin,
Hum Marte Dum Tak Unse Wafaa Karenge.
Barsaat ki har boond me samaye ho tum..
Mere dil me khaas jagah banaye ho tum..
Yun to humdard ki kami nahi..
Par na jane aaj bohot yaad aa rahe ho tum
Kar K Aankhe Nam,Kya Dikhana Chahti He Zindgi?
Dekar Itne Gum,Kya Sikhana Chahti He Zindgi?
Pehle Mila Kar Fir Taqdeer Me Likh Deti He Judaai,
Ye Dard-E-Dil Se Hume Kya Mitana Chahti He Zindgi??
Har Baar Unki Salamati Ki Dua Karenge,
Unki Aarzo Me Apni Hasti Fanaah Karenge,
Woh Chahe Daaman Bacha le Humse Lekin,
Hum Marte Dum Tak Unse Wafaa Karenge.
Na to yaado ko yaad rakhte hain.
Na hi sapno ko saath rakhte hain.
Hum to bus unko yaad rakhte hain..
Jo hame dil ke paas rakhte hai
Har mode par shuruwat ho sakti hai
kabhi bhi khin bhi baat ho sakti ha
mana ki bahot door ho aap
aankhe band karo to mulakat ho sakti hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Barbaad Kar Ke Mujh Ko – Wo Jis Dhang Se Muskuraye,
Unki Woh Ada Bhi Mujhe Ghayal Bana Gayee.
Koi Tohmat Nahin Un Par, Balki Ye Sehra Bhi Unke Sar Hai,
Ke Be-wafai Unki, Muzhe Shayar Bana Gayee.

 0 People liked it
0 Ratings


Hum roj hi tumse milte hain,
Magar hal-e-dil kah pate nahi
Wo kaun sa aisa din hai
Jab tum mujhe yad aate nahi.

 0 People liked it
0 Ratings


Darta Hon Maut Se Magar Marna Zaroor He,
Larazta Hon Kafan Se Par Pehenna Zaroor He,
Hojaata Hon Ghumgeen Janaze Ko Dekh K
Lekin Mera Janaza B Uthna Zaroor He
Hoti He Bari Kapkapi Qabroun Ko Dekh Kar
Muddaton Andheri Qabr Me Rehna Zaroor He,
Duniya Tu Mere Dil Ko Lubhaati He Subho Sham
Par Such He Isko Chor K Jana Zaroor He.

 0 People liked it
0 Ratings


Aaj muddat k baad kuch likhne ki chahat hui he,
kalam uthaya to lafjon k aane ki aahat hui he
aaj lag raha he shayad nikal pade dil k sare raj,
ab to aakhon me bhi aansuo ki muskurahat hui he.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 691 - 700 of 3592, Page 70 of 360 pages.