Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 701 - 710 of 3592, Page 71 of 360 pages.


Aaj hamko us ne chhod diya,
Wo wafa ka rista bhi tod diya,
Dil to ghayal kar diya unho ne, Bas tanha akela .

 0 People liked it
0 Ratings


Aap se jab hamari yaari ho gay,
Duniya aur bhi hamari pyari ho gay,
Ise pehle hum kisi bhi chiz ke adi na the,
Par aab apko yaad karne ki bimari hi gayi.

 0 People liked it
0 Ratings


Chahata Hoon Tere Ishare Par Chale Zindgi.
Sheetal Jal Se,
Kadakti Doop Se,
Ya Sunami Se Ho Bhale Zindgi.
Mere Naam Ke Aage Likha Ho Naam Tera,
Kuch Is Tarah Tu mujhko Ko Mile Zindgi

 0 People liked it
0 Ratings


Farq Sirf Itna Sa Tha
The difference between a wedding and a funeral!!
( FARQ SIRF ITNA SA THA )
Teri doli uthi,
Meri mayyat uthi,
Phool tujh par bhi barse,
Phool mujh par bhi barse,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tu saj gayi,
Mujhe sajaya gaya .
Tu bhi ghar ko chali,
Main bi ghar ko chala,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tu uth ke gayi,
Mujhe uthaya gaya .
Mehfil wahan bhi thi,
Log yahan bhi the,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Unka hasna wahan,
Inka rona yahan.
Qazi udhar bhi tha, Molvi idhar bhi tha,
Do bol tere pade, Do bol mere pade,
Tera nikah pada, Mera janaaza pada,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tujhe apnaya gaya ,
Mujhe dafnaya gaya.

 0 People liked it
0 Ratings


Hi.
I was travelling one day on this bus ride ..a few
months back ..it was a long journey somewhere and i
really didnt know how this came up in my mind but the
words just kept flowin in my senses so i jotted it
down in a paper ..and today i came across that bit of
paper n I thought its time i send this to the shayri
group ppl ..
well keep the shayris comin they are all grt in their
way
i hope u all like this .do send me comments
bye
TC
Tabu
Kalam uthaya hai lekin lafz nahi milthey
Zindegi ke fasane bayan karne ko aks nahi milthey
Bahut kuch hai paya sab kho diya
Aaj bhi tanhayi mein dil ro diya
Kaise mausam they jab mohabaat ke sab rang thy milthey
Ab akelepan mein bas yaadon ke toofan hain milthey
Roke they humne woh pal samay mein kahin
chun leti hun inhein moti samaj kar kabhi
Ho jati hun kabhi zindegi se nazurda kabhi
Tau Beh jati hun in yaddon ke samandar mein kahin
Kash woh pal mere zindegi se mit na jaatey
Par jo chale jaathey hain woh laut kar tau nahi ahthey
Aye machalti hui hawa zara mughe apne saath leja
Kya woh bhi rakhthey hain mughe dil mein
mughe bas itna batla.

 0 People liked it
0 Ratings


Marasim naam hai un kacche dhaagon ka
jo toofanon se lad jayen
jhokon se bikhar jaayen..

 0 People liked it
0 Ratings


Hoga Musafir Jo Jahan Me Aayega
Safar Ka Jahan Muqaam Chor Jayega.
Iss Safar Me Hote Hain Sath Musafir Bohut
Koi Kisi Ke Sath Naa Aaya Jayega
Jayenge Yeh Doulat Yahan Chor Kar Saare
Jism Ko Sirf Do Gazz Kafan Pehnaya Jayega..
Sajaya Nahi Jayega Phir Heere Motiyoun Se
Zyada Se Zyada Haar-E-Gul Pehnaya Jayega.
Ek Hi Baat Hai Sachi Har Damm
Ruhh Ka Sath Toh Rabb Hi Nibhayega..

 0 People liked it
0 Ratings


Mere Gham ka No Koi Aar Naa koi par hai..
Mere to har dard ka sirf khuda hi raazdar hai..!!
Teri Mehfil me aake jam ke hashee,Raat pe rooye hai..
Duniya ki beed me hai, fir bi khud me khoyee hai..!!.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 701 - 710 of 3592, Page 71 of 360 pages.