Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 821 - 830 of 3592, Page 83 of 360 pages.


Na kabhi kisi se gila kiya
Mujhey ajab iska sila mila
Muhabbatun ki kitab ka
Har ek warq jala diya
W o jo aarzu ka chiragh tha
Ussey nafratun ne bujha diya
Mujhey zakhm phir ek naya diya
Mujhey is muhabbat ne kiya diya
Woh jo kehte they khush raho
Woh jo kehte they meri jan ho tum
Har lamha hansa karo
Mujhey aaj unhun ne rula diya
Mera nishan tak mita diya!!!!

 0 People liked it
0 Ratings

Main Mannda Han Meri Galti Hai
Tere Unchahiya Mere Chumman Di
Maitho Eh Galti Bakshon Leyi
Tere Shehr Vi Ayia Nahi Jaana
Bas Rehan De Ched Na Darda Nu
Sathon Dard Sunayia Nahi Jaana

 0 People liked it
0 Ratings


Agar jawab doge to baat karenge! Nahi doge to intezar karenge! DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak aap ko har pal YAAD karenge….
Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?
Pal Pal tarsii hu is PAL ke liye, Yeh Pal aaya bhi Tha kuch PAL ke liye, Socha tha ise Zindagi ka ek HASIIN Pal banau per Yeh PAL bhi Tehre Kuch Pal ke liye…
Dhur nigaho se bar bar jaya na karo, Dil Ko is tarah tadpaya mat karo, tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum, Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…….
Nazar Andaz kaisa kare Aap ko, Nazaro mai B hai Aapko, Yaad Ane par Roye bhi tho kaise, Darte hai, Jhuki jo Palke tho Chubhegi Aapko………….
Khat ki shuruaat ek chooti si mazak se…Mazak Dard ban jayega yeh malum na tha.. Samjthe the Jisse Hum Aapna “YAAR”. wo “PYAAR” ban jayega Malum na tha…!!
Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya karte hai aur sitaro se unka zikar kiya karte hai who aaye na aaye khawbo mai fir bhi hum unka intezar kiya karte hai….
Tanhai mai fariad kar sakte hai.. Virane ne ko Aabad kar sakte hai, Kya hua Aapse Mil nahi sakte, Sachhe DILSE Aapko yaad tho kar sakte hai……….
Royegi aakhe Muskurane ke baad, Aayegi raat Din Dhaljane ke baad, O Janewale Zara mud ke Dekh, Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad……….

 0 People liked it
0 Ratings


Abhi Waqt Nahi Hai Mere Paas Thoda Masroof Hoo Mai…
Milooga Ek Din Tujhse Kabhi Milne Ke Liye Bhee..
Ek Arse Se Jaag Raha Hoo Mai Zindagi See Kaali Raato Me..
So-Uga Ek Din Mai Apni Aankho Me Tere Sapne Liye Bhee..
Roothe Zamane Ko Manana Hai, Rote Dosto Ko Hasana Hai,
Bahut Kaam Hai Par……Jiyugaa Ek Din Mai Apne Liye Bhee..

 0 People liked it
0 Ratings


Hasino ki ada ape fida jo hai ye jahaan…
Par hum jaisi qayamat hai aur qayamat me bhi kaha…
Ye toh hamari sharafat hai janab
Jo hum …..apne jalwe aur apni adayein zyadatar chhupa liya karte hain…
Warna kaise rah pate janab…har din lakhon diwane marte yahaan……
Hasino ki ada ape fida jo hai ye jahaan… Par hum jaisi qayamat hai aur qayamat me bhi kaha…

 0 People liked it
0 Ratings


Apne haathon se kaheen mera naam likh dena.
Tum du’a mat maangna sirf du’a likh dena.
Iss qadar zamane ne kar diya badnaam mujko.
Zinda rahoon to jeene ki saza likh dena.
Main rote huve dost ko manaoo kaise.
Roothne wale yeh meri khata likh dena.
Juda ho ke tujh se jee lenge.
Mere makhmali haathon se apni ek ada likh dena.
Tum kehte thay tere bin jee na sakengay.
Akele kaise jee rahe ho zara likh dena.
Kar ke mujhko deewana jaa rahe ho kyon.
Kaise ki thi Dosti ki ibtida likh dena.
Agar teri nazron mein ye sab jurm hai.
To tum apni taraf se koi saza likh dena.
LOVE YOU TILL MY LAST BREATH ESCAPES MY LIPS

 0 People liked it
0 Ratings


Aankhen teri bahe toe ansu mere hoe,
saase teri chale toe dhadkan meri hoe,
zindagi se yahi dil-e- tammana hai ke,
dhadkan teri ruke aur maut meri ho.

 1 People liked it
0 Ratings


Ek naam kya likha tera saahil ki rait par,
Phir Umar bhar hawa se meri dushmani rahi.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 821 - 830 of 3592, Page 83 of 360 pages.