Nikamma Kiya Iss Dil Ne Lyrics

Kya Dil Ne Kaha- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Nikamma Kiya Iss Dil Ne from movie Kya Dil Ne Kaha

  

Lyrics

    • Movie Name : Kya Dil Ne Kaha
    • Director(s) : Himesh Reshammiya
    • Singer(s) : Shaan,Jaspindar Narula,Sanjivani
    • Lyricist(s) : 

    nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
    aasheeki chahata hai, jindagee ujadta hai
    o aasheeki chahata hai, jindagee ujadta hai
    roke ruke na kabhee yeh kiseekee kaha manta hai
    manta hai, manta hai

    yaado me khoya rehta hai, vaado me duba rehta hai
    mushkile paida karta hai, bada badnam karta hai
    nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma - (2)
    aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    o aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
    manta hai, manta hai

    o nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma - (2)
    aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    o aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
    manta hai, manta hai
    o nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma

    i luv your eyes, i luv your neck
    i luv your smile, i luv your face
    magar kya kare, bahut problem hai yar

    khamkha aankh me aansu laye, aur kabhee chahte bhee barsaye
    jine ko haram karke marna sikhata hai yeh
    kayamat lata hai, nikamma kiya iss dil ne
    iss dil ne kiya hai nikamma
    aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    o, aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai

    roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
    manta hai, manta hai
    o nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
    i luv your lips, i luv your hair
    i luv your legs, i luv your cheeks, but forget it
    dhadkane kartee hai kaisa halla
    kya kahe tumse ham khullam khulla
    duriya najdeekiyan bhee gum ho jatee hai
    sab kuchh mitata hai, nikamma kiya iss dil ne
    iss dil ne kiya hai nikamma

    aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    o aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
    roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
    manta hai, manta hai
    o nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
    i luv your touch, i luv your voice
    i luv your style, i luv your heart

    hey eh eh eh eh eh eh eh eh
    eh eh eh eh eh eh eh eh eh - (2)

    Related Lyrics