Itana Bhi Na Chaaho Mujhe Ki Lyrics

Sanam Teri Kasam- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Itana Bhi Na Chaaho Mujhe Ki from movie Sanam Teri Kasam

  

Lyrics

    • Movie Name : Sanam Teri Kasam
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Kumar Sanu
    • Lyricist(s) : 

    itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun - (2)
    yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun
    itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun
    yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

    (itani bechaini leke kaise jiyega koyi
    itani chaahat daaman mein kaise rakhega koyi) - (2)
    chain kahin lene na de mujhako pyaar tera
    itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun
    yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na sakun

    (socha na hoga tumane itana pyaar karunga
    maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga) - (2)
    bhulunga na main tumako kabhi abb mri jaan-e-wafa
    (itana bhi na chaaho mujhe ki main ik pal tumse dur reh na sakun
    yu na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baate tumse keh na saku)-2

    Related Lyrics