Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Saaya

Har Taraf Har Jagah Lyrics

Saaya- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Har Taraf Har Jagah from movie Saaya

  

Lyrics

  • Saaya
  • Movie Name : Saaya
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Shreya Ghoshal
  • Lyricist(s) : 

aa aa aa.........

har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor - (3)
haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor - (3)

ye aasmaan, ye jamin, chaand aur sooraj
kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat - (2)
koi to hai jiske aage hai aadmi majboor - (2)
har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor

insaan jab koi hai raah se bhatkaa
isne dikhaa diyaa, usko sahi rastaa - (2)
koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door - (2)
har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor

Related Lyrics