Ho Nadiya Kinare Nain Hamare Tohe Nihaare Lyrics

Jhoom Utha Aakaash- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ho Nadiya Kinare Nain Hamare Tohe Nihaare from movie Jhoom Utha Aakaash

  

Lyrics

    • Movie Name : Jhoom Utha Aakaash
    • Director(s) : Kranti Kiran
    • Singer(s) : Mukesh,Hemlata
    • Lyricist(s) : Siraaz Aagaazi

    ho nadiya kinare nain hamare tohe nihaare
    hay re daiya ui moree maiya panv me chubh gaya kanta
    kaise chalu mann me jalu mai, koyee mujhe le jata
    ho nadiya kinare........

    hay re hay kaisa julam hai, nadiya ke paar mora balam hai
    baar baar bole yeh moree payaliya, o mere sajana aa aaja
    ho das rahe hain hamko sab najare - (2)
    ho nadiya kinare........

    aaja pukadu mai tohe sajanee, mann ko jalaye biraha kee agnee
    aaj tujhe hai prit nibhanee, bit na jaye rut yah suhanee
    ho aa tadap rahe hain bin tihare - (2)
    ho nadiya kinare........

    Related Lyrics