Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aitbaar

Tum Aur Main Aur Yeh Bekhudi Lyrics

Aitbaar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tum Aur Main Aur Yeh Bekhudi from movie Aitbaar

  

Lyrics

    • Movie Name : Aitbaar
    • Director(s) : Bappi Lahiri
    • Singer(s) : Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    tum aur main aur yeh bekhudi - (2)
    nashili raat hai, tumhaara saath hai kya baat hai, baat hai
    tum aur main aur yeh bekhudi

    mehaki huyi tanhaayiya, behaki huyi angadaayiya - (2)
    mujhe thaam lo -3, jaaneja jaaneja
    tum aur main aur yeh bekhudi

    jaadu bhi hu tona bhi hu, chaandi bhi hu sona bhi hu - (2)
    mujhe loot lo -3 jaaneja jaaneja
    tum aur main aur yeh bekhudi

    gora badan khushbu bhara, kehata hai kya sun lo jara - (2)
    mujhe pyaar do -3, jaaneja jaaneja
    tum aur main aur yeh bekhudi
    nashili raat hai, tumhaara saath hai kya baat hai, baat hai
    tum aur main aur yeh bekhudi aa aa aa aa aa aa........

    Related Lyrics