Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Golmaal

Yaad Aa Raha Hain Lyrics

Golmaal- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yaad Aa Raha Hain from movie Golmaal

  

Lyrics

  • Golmaal
  • Movie Name : Golmaal
  • Director(s) : Pritam
  • Singer(s) : Sudesh Bhosle
  • Lyricist(s) : 

yaad aa raha hai, tera pyaar

(yaad aa raha hai, tera pyaar kahan hum kahan tum
hue tum kahan gum aa bhi ja aa bhi ja ek baar ) - 2
yaad aa raha hai, tera pyaar

aye dil, main wahi tu wahi wahi hain yeh duniya ke mele
bicchde woh din, jaane kahan roothey, sab yahan jaane kahan
reh gaye hum toh akele awaaz de kisko yahan
yaad aa raha hai, tera pyaar

vaada, vaada raha saathi mere tere liye gaata chala jaaun
tum mera dil, tum meri jaan
jeena, jeena mere jeena yehi tere liye zindagi lutaun
tu jo nahi, kya hai yahan
yaad aa raha hai, tera pyaar
kahan hum kahan tum hue tum kahan gum
aa bhi ja aa bhi ja ek baar
yaad aa raha hai, tera pyaar

Related Lyrics