Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Tehzeeb

Sabak Aisa Padhha Diya Tune Lyrics

Tehzeeb- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sabak Aisa Padhha Diya Tune from movie Tehzeeb

  

Lyrics

    • Movie Name : Tehzeeb
    • Director(s) : A R Rahman
    • Singer(s) : Sujata Bhattacharya
    • Lyricist(s) : 

    (sabak aisa padhha diya tune
    dil se sab kuchh bhula diya tune) - (2)
    lakh dene kaa ek dena hai..
    oh....
    lakh dena kaa ek dena hai, dil yeh bemaut diya tune
    betalab jo mila mila mujhako - (2)
    begharaj jo diya diya tune
    sabak aisa padhha diya tune
    dil se sab kuchh bhula diya tune

    (kahee mushtaak se hijaab huwa
    kahee parda uthha diya tune) - (2)
    mit gaye dil se, nakshe batil sab
    naksh apana jama diya tune
    sabak aisa, oh.. sabak aisa
    aa aa...
    mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya - (2)
    toh jahannum ko kya diya tune
    dagh ko kaun dena waala tha
    jo diya eh khuda diya tune
    sabak aisa sabak aisa, sabak aisa, sabak aisa
    sabak aisa padhha diya tune..
    dil se sab kuchh bhula diya tune

    Related Lyrics