Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Coolie No. 1

Kya Majnu Kya Ranjha Kya Farhad Lyrics

Coolie No. 1- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kya Majnu Kya Ranjha Kya Farhad from movie Coolie No. 1

  

Lyrics

    • Movie Name : Coolie No. 1
    • Director(s) : Anand Milind
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Sadhana Sargam
    • Lyricist(s) : 

    (kya majnu, kya ranjha, kya farhad - (2)
    jane tamanna aaj key bad -2 log karenge ham ko yad) - (2)
    kya majnu, kya ranjha, kya farhad

    (jalim jamane se ham toh nahee darte
    chup chup key choree se aahen nahee bharte) - (2)
    phulo kaa rang hai khushabu key sang, hai shokee umang hai dekho naa
    aahsiq mijaz hai dil kee aawaj hai, nagma hai saj hai jane ja
    kabhee yaha kabhee waha ude sada panchee aaja
    kya majnu, kya ranjha, kya farhad - (2)
    jane tamanna aaj key bad -2 log karenge ham ko yad
    kya majnu, kya ranjha, kya farhad

    (sason me tufan hai pagal javanee hai
    sabase juda logo apnee kahanee hai) - (2)
    khwabo khayal hai dekho kamal hai ham bemisal hai divano
    jannat kaa nur hai har gu se dur hai mastee me chur hai mastano
    jane ada hoke juda dil divana kare fariyad
    kya majnu, kya ranjha, kya farhad - (2)
    jane tamanna aaj key bad -2 log karenge ham ko yadr
    kya majnu, kya ranjha, kya farhad - (2)

    Related Lyrics