Maine Tujhe Dekha Toh Tune Mujhe Dekha Lyrics

Ankhiyon Se Goli Maare- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Maine Tujhe Dekha Toh Tune Mujhe Dekha from movie Ankhiyon Se Goli Maare

  

Lyrics

    • Movie Name : Ankhiyon Se Goli Maare
    • Director(s) : Anand Milind
    • Singer(s) : Sonu Nigam,Alka Yagnik
    • Lyricist(s) : 

    (maine tujhe dekha toh tune mujhe dekha
    toh mera dil fida ho gaya) - (2)
    nind meri luti tune, chain mera chhina
    yar teri baho me hai abb toh mujhko jina

    (teri meri bato me, aisi mulakato me
    janey dil kaha kho gaya) - (2)
    nind meri luti tune, chain mera chhina
    yar teri baho me hai abb toh mujhko jina

    itana hasin mehbub mila, yar mujhe kya khub mila
    itani meri tarif naa kar janewafa mujhe lagta hai darr
    jabse dekha tujhe mai diwana bana, meri jan kya tujhe hai pata

    teri in adao pe, teri in nigaho pe mera dil fida ho gaya - (2)
    nind meri luti tune, chain mera chhina
    yar teri baho me hai abb toh mujhko jina

    pyar kiya, ikrar kiya, maine tera aitbar kiya
    maine bada intzar kiya aaj sanam ijhahar kiya
    bekarari badi mai tadapne lagi, mujhpe chane laga kya kya nasha
    mastani hawao me aati jati raho me, naa janey dil kahan kho gaya - (2)
    nind meri luti tune, chain mera chhina
    yar teri baho me hai abb toh mujhko jina

    (maine tujhe dekha toh tune mujhe dekha
    toh mera dil fida ho gaya) - (2)
    nind meri luti tune, chain mera chhina
    yar teri baho me hai abb toh mujhko jina

    Related Lyrics