Tu Main Ban Gaya, Main Tu Ban Gaya Lyrics

Aamne Samne (1982)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tu Main Ban Gaya, Main Tu Ban Gaya from movie Aamne Samne (1982)

  

Lyrics

  • Aamne Samne (1982)
  • Movie Name : Aamne Samne (1982)
  • Director(s) : R D Burman
  • Singer(s) : Kishore Kumar
  • Lyricist(s) : 

(tu main ban gaya, main tu ban gaya - (2)
badal gaye hum bam chik bam bum - (2)
yeh main jaanu ya tu jaane, kaun kaun hai yeh kaun jaane) - (2)
are tu main ban gaya, main tu ban gaya

aamane saamane aaye hum aise, dekhata hai koyi aaina jaise - (2)
tu bhi hairaan hai, main bhi hairaan hoon - (2)
koyi aaye aake hamein pehchaane
kaun kaun hai yeh kaun jaane
are tu main ban gaya, main tu ban gaya

(do badan do hansi navjawaan dekho
dono mein jaise hai ek jaan dekho) - (2)
jaadu sa chha gaya, dhoka main kha gaya - (2)
kya karenge log bhala anjaane, kaun kaun hai yeh kaun jaane
are tu main ban gaya, main tu ban gaya
badal gaye hum bam chik bam bum - (2)
yeh main jaanu ya tu jaane, kaun kaun hai yeh kaun jaane
hey tu main ban gaya, main tu ban gaya

Related Lyrics