Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Pitaah

Ek Rab Ambar Pe Hota Hai Lyrics

Pitaah- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ek Rab Ambar Pe Hota Hai from movie Pitaah

  

Lyrics

    • Movie Name : Pitaah
    • Director(s) : Anand Raj Anand
    • Singer(s) : Udit Narayan
    • Lyricist(s) : 

    ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai - (2)
    ambar tak pahuncha kaun -2, hamko nahee pata
    dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
    ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai
    ambar tak pahuncha kaun, hamko nahee pata
    dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)

    phul sa jiska mann hota hai, aur sina faulad kaa - (2)
    apana dukh toh woh naa jaane, jaane har dukh aulaad kaa
    gham sahe woh rah kar maun -2, hamko nahee pata
    dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)

    sab se pehla dharm hain jiska apana ghar sansaar - (2)
    sab se phela karm hai jiska apano kaa udhdhaar
    usake bina ham kaun -2, hamko nahee pata
    dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)

    jine kaa paigaam diya hai, pitaah ne hamko naam diya hai - (2)
    hamse khata huvee toh bhee, apne sar par iljaam liya hai
    unase bada hai kaun -2, hamko nahee pata
    dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)

    ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai
    ambar tak pahuncha kaun -2, hamko nahee pata
    dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)

    Related Lyrics