Nathani Utaaro Sambhal Ke Piya Lyrics

Horn Ok Pleassss- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Nathani Utaaro Sambhal Ke Piya from movie Horn Ok Pleassss

  

Lyrics

  • Horn Ok Pleassss
  • Movie Name : Horn Ok Pleassss
  • Director(s) : Lalit Pandit
  • Singer(s) : Sunidhi Chauhan,Toshi
  • Lyricist(s) : 

tum jis gali se parda uthaake gujar gaye
kuchh marke jinda ho gaye, kuchh ji ke mar gaye

nathani utaaro sambhal ke piya
raatein gujaaro machalake piya
niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai
ji ko na maaro piya

niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai
ji ko na maaro piya
nathani utaaro sambhal ke piya
raatein gujaaro machalake piya
niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai, ji ko na maaro piya - (2)

o yaara re, o yaara re, o yaara re, o yaara re
o yaara teri preet?? ne maara re - (2)
lutane bhi ik maja hai maja hai maja hai maja hai
chadhake na utare yeh aisa nasha hai nasha hai nasha hai
dubkar dekh le, mastiyon ka kunwa hai
fursat ka mauka hai, fir kisane roka hai, dubki lagaa lo piya - (2)

o yaara re, o yaara re
shabnam ka katra jala hai, jala hai, jala hai, jala hai
yeh ishq meethi bala hai, bala hai, bala hai, bala hai
jism ko sek le, dil bada diljala hai
sine mein dehka hai, jine ko kehta hai, hasrat nikaalo piya - (2)
nathani utaaro sambhal ke piya
raatein gujaaro machalake piya
niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai, ji ko na maaro piya - (2)
ji ko na maaro piya - (3)

Related Lyrics